Din Khushi Ka Chhup Gaya Lyrics - Aaj ki Raat


Din Khushi Ka Chhup Gaya Lyrics from Aaj Ki Raat (1948) is penned by Rajinder Krishan, it's composed by Husnlal-Bhagatram and sung by Suraiyya. Aaj Ki Raat is a 1948 Hindi movie starring Motilal, Suraiya and Yakub.

Din Khushi Ka Chhup Gaya Lyrics - Aaj ki Raat

Din Khushi Ka Chhup Gaya Song Detail


Song: Din Khushi Ka Chhup Gaya
Album: Aaj Ki Raat (1948)
Singer: Suraiyya
Musician: Husnlal-Bhagatram
Lyricist: Rajinder Krishan
Star Cast: Motilal, Suraiya, Yakub etc.

Din Khushi Ka Chhup Gaya Lyrics

Din khushi ka chhup gaya
Raat gham ki aa gayi
Raat gham ki aa gayi
Pyar ke jahaan mein
Dard ban ke chha gayi
Din khushi ka chhup gaya
Raat gham ki aa gayi
Raat gham ki aa gayi

Yaad aake reh gayi pyar ki kahaniyan
Aansuon mein beh gayin

Pyar ki kahaniyan, pyar ki kahaniyan
Pyar banke jo khili
Woh kali murjha gayi, woh kali murjha gayi
Din khushi ka chhup gaya
Raat gham ki aa gayi
Raat gham ki aa gayi

Haaye kyun bichhad gaya
Haaye kyun bichhad gaya
Dil se dil mila hua, dil se dil mila hua
Tu nahi to zindagi charag hai bujha hua
Charag hai bujha hua
Do dilon ke pyar mein kyun judaai aa gayi Kyun judaai aa gayi
Din khushi ka chhup gaya
Raat gham ki aa gayi
Raat gham ki aa gayi

Rooth ke chale gaye din meri bahaar ke
Phool hi bikhar gaye zindagi ke haar ke
Zindagi ke haar ke
Dil ki aas toot ke aansuon mein aa gayi
Aansuon mein aa gayi
Din khushi ka chhup gaya
Raat gham ki aa gayi
Raat gham ki aa gayi
Pyar ke jahaan mein
Dard ban ke chha gayi
Dard ban ke chha gayi

More Lyrics From Aaj Ki Raat