Dilwale Dilwale Tera Naam Kya Hai Lyrics - Kranti Title Song


Dilwale Dilwale Tera Naam Kya Hai Lyrics from the movie Kranti is sung by Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Manna Dey, Nitin Mukesh and Shailendra Singh, its music is composed by Laxmikant and Pyarelal and lyrics are written by Manoj Kumar. Kranti is a 1981 Hindi movie starring Dilip Kumar, Manoj Kumar and Hema Malini.

Dilwale Dilwale Tera Naam Kya Hai Lyrics - Kranti Title Song

Dilwale Dilwale Tera Naam Kya Hai Song Detail


Song: Dilwale Dilwale Tera Naam Kya Hai
Album: Kranti (1981)
Singer: Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Manna Dey, Nitin Mukesh, Shailendra Singh
Musician: Laxmikant, Pyarelal
Lyricist: Manoj Kumar
Star Cast: Dilip Kumar, Manoj Kumar, Hema Malini etc.

Dilwale Dilwale Tera Naam Kya Hai Lyrics

Dilwale..
Dilwale dilwale tera naam kya hai
Dilwale dilwale tera naam kya hai
Naam kya hai, tera paigam kya hai
Kranti, kranti
Kranti, kranti

Ab kisi ki maang na ujde
Ab kisi ki maang na ujde
Ab bachchon se maa na bichhde
O ab bachchon se maa na bichhde

Dilwale..
Dilwale dilwale tera apna kya hai
Dilwale dilwale tera apna kya hai
Apna kya hai, tera sapna kya hai
Kranti aaha, kranti aaha
Kranti, kranti

Desh ki khatir kaam aayenge
Desh ki khatir kaam aayenge
Godd mein iski so jaayenge
Ho godd mein iski so jaayenge

Dilwale..
Dilwale dilwale tera armaan kya hai Armaan kya hai, tera imaan kya hai
Kranti aaha, kranti aaha
Kranti, kranti

Ek hi mitti, ek hi pooja
Ek hi mitti, ek hi pooja
Iske siwa na bhaaye dooja
Ho iske siwa na bhaaye dooja

Dilwale..
Dilwale dilwale tera Ram kya hai
Ram kya hai, tera Ghanshyam kya hai
Kranti aaha, kranti aaha
Kranti, kranti
Kranti, kranti