Dil to Khoya Hai Yahin Pe Kahin Pe Lyrics - Aandolan
Dil to Khoya Hai Yahin Pe Kahin Pe Lyrics of Aandolan (1995) is penned by Sameer, it's composed by Nadeem and Shravan and sung by Kumar Sanu and Alka Yagnik. Aandolan is a 1995 Hindi movie starring Sanjay Dutt, Govinda and Mamta Kulkarni.
Dil to Khoya Hai Yahin Pe Kahin Pe Lyrics
Dil to khoya hai yahin pe kahin pe
Dil to khoya hai yahin pe kahin pe
Tu zara bata, tu zara bata x (2)
Dil tera hai rangeela ho sajan
Dil tera hai rangeela ho sajan
Mujhko kya pata, mujhko kya pata
Dil to khoya hai yahin pe kahin pe re
Dekhun tera chehra hasin
Baahon mein aa aye humnashin
Jhoothi lagein baatein teri
Mujhko nahi aata yakeen
Kaise dikhaun tujhe cheer ke
Jaan-e-jaana main apna jigar
Main sachcha aashiq hoon jaan-e-tamanna
Bharosa zara mujh pe kar
Jaane de, jaane de bhanwara tu harjayi
Jaane de, jaane de bhanwara tu harjayi
Baat na bana, baat na bana
Dil to khoya hai yahin pe kahin pe
Dil to khoya hai yahin pe kahin pe
Tu zara bata, tu zara bata
Dil to khoya hai yahin pe kahin pe ho
Aisi adaa se dilruba toone mera dil le liya
Dil ka sila mere sanam maine tujhe dil hai diya
Chhodungi na sath tera deewane
Yeh maine bhi vaada kiya
Teri hoon teri rahungi hamesha
Tujhe maana tujhe apna piya
Aa meri baahon mein aise sharam se ai tu
Aa meri baahon mein aise sharam se ai tu
Palkein na jhuka, palkein na jhuka
Dil tera hai rangeela ho sajan
Dil tera hai rangeela ho sajan
Mujhko kya pata, mujhko kya pata
Dil to khoya hai yahin pe kahin pe
Dil to khoya hai yahin pe kahin pe
Tu zara bata, tu zara bata haan
Dil to Khoya Hai Yahin Pe Kahin Pe Song Detail
Song: Dil to Khoya Hai Yahin Pe Kahin Pe
Album: Aandolan (1995)
Singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik
Musician: Nadeem, Shravan
Lyricist: Sameer
Star Cast: Sanjay Dutt, Govinda, Mamta Kulkarni etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana