Dil Par Sau Sau Baar Chalaye Lyrics - Aabshar
Dil Par Sau Sau Baar Chalaye Lyrics from the movie Aabshar is sung by Munavvar Sultana, its music is composed by Ghulam Haider and lyrics are written by Qateel Shifai. Aabshar is a 1953 Hindi movie starring Raaj Kumar, Nimmi and Kuldip Kaur.
Dil Par Sau Sau Baar Chalaye Lyrics
Dil par sau sau baar chalaye naino wale teer ho
Is chhori ki dhoom machi hai
Kabul aur Kashmir ho
Kabul aur Kashmir ho
Dil par sau sau baar chalaye naino wale teer ho
Is chhori ki dhoom machi hai
Kabul aur Kashmir ho
Kabul aur Kashmir ho, hey
Sakhi hamari nai naveli jaise baag mein khili chameli
Sakhi hamari nai naveli jaise baag mein khili chameli
Dekhe jisko bharke nazar woh
Dekhe jisko bharke nazar woh ho jaaye dilgeer ho
Is chhori ki dhoom machi hai
Kabul aur Kashmir ho
Kabul aur Kashmir ho
Sab duniya is par lalchaaye
Par yeh kisi ke hath na aaye
Sab duniya is par lalchaaye
Par yeh kisi ke hath na aaye
Haar gayi ab nain milake
Haar gayi ab nain milake
Ishq bada be-peer ho
Is chhori ki dhoom machi hai
Kabul aur Kashmir ho
Kabul aur Kashmir ho, hey
Dil par sau sau baar chalaye naino wale teer ho
Is chhori ki dhoom machi hai
Kabul aur Kashmir ho
Kabul aur Kashmir ho, hey
Dil Par Sau Sau Baar Chalaye Song Detail
Song: Dil Par Sau Sau Baar Chalaye
Album: Aabshar (1953)
Singer: Ghulam Haider
Musician: Munavvar Sultana
Lyricist: Qateel Shifai
Star Cast: Raaj Kumar, Nimmi, Kuldip Kaur etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana