Dil Ne Dil Se Kya Kaha Lyrics - Aaina


Dil Ne Dil Se Kya Kaha Lyrics from Aaina (1993) is penned by Sameer, it's composed by Dilip Sen-Sameer Sen and sung by Lata Mangeshkar and Nitin Mukesh. Aaina is a 1993 Hindi movie starring Jackie Shroff, Rajesh Khattar and Amrita Singh.

Dil Ne Dil Se Kya Kaha Lyrics - Aaina

Dil Ne Dil Se Kya Kaha Song Detail


Song: Dil Ne Dil Se Kya Kaha
Album: Aaina (1993)
Singer: Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh
Musician: Dilip Sen-Sameer Sen
Lyricist: Sameer
Star Cast: Jackie Shroff, Rajesh Khattar, Amrita Singh etc.

Dil Ne Dil Se Kya Kaha Lyrics

Dil ne dil se kya kaha
Sun zara, sun zara
De raha hai kya sadaa
Sun zara, sun zara
Mausam baharon ka
Aa re aa, aa re aa
Aa re aa, aa re aa x (2)

Dil ne dil se kya kaha sun zara

Pehali mulakaat mein

Main to teri ho gayi
Tere hi khayalon mein
Saathiya main kho gayi
Chahata hoon aaj main
Saare bhed khol doon
Ab talak na jo kaha
Aaj tujhse bol doon
Matlab ishaaron ka
Aa re aa, aa re aa
Aa re aa, aa re aa

Dil ne dil se kya kaha
Sun zara, sun zara De raha hai kya sadaa sun zara

Maang teri bhar doon main
Zulf ko sanwar doon
Jitna tu kahe sanam
Utna tujhko pyar doon
Tere mere pyar ka
Ik naya sansar ho
Farsh ho armanon ka
Sapnon ki deewar ho
Aagan sitaron ka
Aa re aa, aa re aa
Aa re aa, aa re aa

Dil ne dil se kya kaha
Sun zara, sun zara
De raha hai kya sadaa
Sun zara, sun zara
Mausam baharon ka
Aa re aa, aa re aa
Aa re aa, aa re aa

Dil ne dil se kya kaha
Sun zara, sun zara
De raha hai kya sadaa sun zara