Dil Ka Jo Haal Hai Lyrics - Besharam
Dil Ka Jo Haal Hai Lyrics of Besharam (2013): This is a lovely song from Besharam starring Ranbir Kapoor, Pallavi Sharda, Rishi Kapoor and Neetu Singh. It is sung by Abhijeet Bhattacharya and Shreya Ghoshal and composed by Lalit Pandit. Besharam is a 2013 Hindi movie starring Ranbir Kapoor, Pallavi Sharda and Rishi Kapoor.
Dil Ka Jo Haal Hai Lyrics
Dil ka jo haal hai
Wo tujhe kaise bayan karen
Kah dein tujhe ya dil me rakhen
Bolo na kyaa karen
Dil jo tumhaara hai, kaisa bechaara hai
Maane na besharam, bilqul khattara hai
Too kare dil be-qarar
Kyon karun main tujh se pyar x (2)
Pehle bhi kitni dafaa dil ne kaha tujhe hey
Samjho na meri wafaa doonga dua tujhe
Rishta koyi nahi tera mera
Hone laga hai tu banwra
Teri jhooti wafaa
Jaayegi tu jahan, aaoonga main wahan
Meri banegi tu, aana tujhe yahan
Kyon kare tu mujh se pyaar
Too kare dil be-qarar
Jaane kyon dil yeh tera hai mere pyar mein
Lakhon kataar mein hain, mere intezar mein
Roku jo dil ko to ruke na
Aankhein dikhaaoon par jhuke na
Hai yeh tujh pe fidaa
Dil ke khayalon mein, bite sawalo mein
Shabd naye buno, kucch to naya kaho
Too kare dil be-qarar
Kyon karun main tujh se pyar
Dil ka jo haal hai
Wo tujhe kaise bayan karen
Kah dein tujhe ya dil me rakhen
Bolo na kyaa karen
Dil jo tumhaara hai, kaisa bechaara hai
Maane na besharam, bilqul khattara hai
Too kare dil be-qarar
Kyon karun main tujh se pyar x (2)
Dil Ka Jo Haal Hai Song Detail
Song: Dil Ka Jo Haal Hai
Album: Besharam (2013)
Singer: Abhijeet Bhattacharya, Shreya Ghoshal
Musician: Lalit Pandit
Lyricist: Rajeev Barnwal
Star Cast: Ranbir Kapoor, Pallavi Sharda, Rishi Kapoor etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana