Dekhne Mein Bhola Hai Lyrics - Bombai Ka Babu
Dekhne Mein Bhola Hai Lyrics from Bombai Ka Babu is Hindi song sung by Asha Bhosle. Dekhne Mein Bhola Hai song lyrics are written by Majrooh Sultanpuri, its music is given by S D Burman. Bombai Ka Babu is a 1960 Hindi movie starring Dev Anand, Suchitra Sen and Jeevan.
Dekhne Mein Bhola Hai Lyrics
Dekhne mein bhola hai dil ka salona
Bambai se aaya hai babu chinanna
Dekhne mein bhola hai dil ka salona
Bambai se aaya hai babu chinanna
Balle ni balle balle
Gali gali gaanv ki re jaagi hai sote sote
Gali gali gaanv ki re jaagi hai sote sote
Phir se laage hai aisa
Phir se laage hai aisa
Huye hum chhote chhote
Sang leke aaya hai mera bachpana
Bambai se aaya hai babu chinanna
Dekhne mein bhola hai dil ka salona
Bambai se aaya hai babu chinanna
Nikki munni noor begam use na banana ji
Nikki munni noor begam use na banana ji
Haseenon ka shehzada hai
Haseenon ka shehzada hai
Hansi na udana ji
Dil uda le jayega chhodo bachpana
Bambai se aaya hai babu chinanna
Dekhne mein bhola hai dil ka salona
Bambai se aaya hai babu chinanna
Suno magar shehzade ji
Kahin bhool mat jaana
Suno magar shehzade ji
Kahin bhool mat jaana
Buri hai yeh naino wali
Buri hai yeh naino wali
Banati hai deewana
Gaanv hai yeh pariyon ka dil ko bachana
Bambai se aaya hai babu chinanna
Dekhne mein bhola hai dil ka salona
Bambai se aaya hai babu chinanna
Dekhne Mein Bhola Hai Song Detail
Song: Dekhne Mein Bhola Hai
Album: Bombai Ka Babu (1960)
Singer: Asha Bhosle
Musician: S. D. Burman
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Dev Anand, Suchitra Sen, Jeevan etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana