Dekha Hai Tumhe Kahin Na Kahin Lyrics - Chorni


Dekha Hai Tumhe Kahin Na Kahin Lyrics from Chorni is Hindi song sung by Kishore Kumar. Dekha Hai Tumhe Kahin Na Kahin song lyrics are written by Shailendra, its music is given by Shankar Jaikishan. Chorni is a 1982 Hindi movie starring Jeetendra, Neetu Singh and Ajit.

Dekha Hai Tumhe Kahin Na Kahin Lyrics - Chorni

Dekha Hai Tumhe Kahin Na Kahin Song Detail


Song: Dekha Hai Tumhe Kahin Na Kahin
Album: Chorni (1982)
Singer: Kishore Kumar
Musician: Shankar Jaikishan
Lyricist: Shailendra
Star Cast: Jeetendra, Neetu Singh, Ajit etc.

Dekha Hai Tumhe Kahin Na Kahin Lyrics

Haaye dekha hai tumhe kahin na kahin
Lekin kahan yaad aata nahi
Dekha hai tumhe kahin na kahin
Lekin kahan yaad aata nahi
Karta raha jiska main intezaar
Kaho ke kahin tum wahi to nahi

Dekha hai tumhe kahin na kahin
Lekin kahan yaad aata nahi
Karta raha jiska main intezaar
Kaho ke kahin tum wahi to nahi

Arre dekha hai tumhe kahin na kahin

Kabhi tum hamare kabhi tum hamare
Khyalon mein sharma rahi thi
Kabhi aasmaan ke sitaron mein lehra rahi thi
Yeh jalwa yeh nakhra
Yeh jalwa yeh nakhra
Inhein khoob main jaanta hoon
Inhein zindagi maanta hoon

Dekha hai tumhe kahin na kahin
Lekin kahan yaad aata nahi
Karta raha jiska main intezaar
Kaho ke kahin tum wahi to nahi Arre dekha hai tumhe kahin na kahin

Mile the yahin par
Mile the yahin par
Laga ke gale se gale hum
Khile phool banke inhi baadlon ke tale hum
Hamara tumhara hamara tumhara
Yeh sadiyon purana hai bandhan
Kahe jhoom ke dil ki dhadkan

Dekha hai tumhe kahin na kahin
Lekin kahan yaad aata nahi
Karta raha jiska main intezaar
Kaho ke kahin tum wahi to nahi

Arre dekha hai tumhe kahin na kahin
Lekin kahan yaad aata nahi
Karta raha jiska main intezaar
Kaho ke kahin tum wahi to nahi
Arre dekha hai tumhe kahin na kahin