Deewana Kar Raha Hai Lyrics - Raaz 3
Deewana Kar Raha Hai Lyrics from Raaz 3 is Hindi song sung by Javed Ali. Deewana Kar Raha Hai song lyrics are written by Rashid Khan, its music is given by Rashid Khan. Raaz 3 is a 2012 Hindi movie starring Emraan Hashmi, Bipasha Basu and Esha Gupta.
Deewana Kar Raha Hai Lyrics
Teri baahon mein mili
Aisi raahat si mujhe
Ho gayi jaane jahan
Teri aadat si mujhe
Dekhun main jab tujhko to
Tab mera din yeh dhale
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jayein to jayein kahan
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jayein to jayein kahan
Dard ka alam hai hardum
Bin tere oh mere humdum
Aankhon mein dikhti hai mayoosiyan
Jahan bhi jaaun tere bin
Badi mushkil se ghuzre din
Chubhti hain dil ko teri khamoshiyan
Raaz gehra jo hai tera
Dar hai kaisa tu hai mera
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jayein to jayein kahan
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jayein to jayein kahan
Dhul gaye dil ke saare gham
Khushi se aankhein hain yeh nam
Zindagi mein tu meri jab se aa gaya
Dil ka armaan bana hai tu
Meri pehchan bana hai tu
Saanson mein rooh ban ke tu sama gaya
Jaan bhi teri dil bhi tera
Tujhse hai mera savera ho
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jayein to jayein kahan
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jayein to jayein kahan
Deewana Kar Raha Hai Song Detail
Song: Deewana Kar Raha Hai
Album: Raaz 3 (2012)
Singer: Javed Ali
Musician: Rashid Khan
Lyricist: Rashid Khan
Star Cast: Emraan Hashmi, Bipasha Basu, Esha Gupta etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana