Deewana Hua Main Deewana Lyrics - Ajay


Read & sing along Deewana Hua Main Deewana Lyrics from the movie Ajay - 1996 which is sung by Kumar Sanu and Alka Yagnik. You can also get other songs & lyrics from Ajay. Ajay is a 1996 Hindi movie starring Sunny Deol, Karisma Kapoor and Koyal.

Deewana Hua Main Deewana Lyrics - Ajay

Deewana Hua Main Deewana Song Detail


Song: Deewana Hua Main Deewana
Album: Ajay (1996)
Singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik
Musician: Anand, Milind
Lyricist: Sameer
Star Cast: Sunny Deol, Karisma Kapoor, Koyal etc.

Deewana Hua Main Deewana Lyrics

Aa.. aa..

Deewana hua main deewana
Meri jaan tere ishq mein
Hai thokar jahaan ko lagana
Meri jaan tere ishq mein
Hmm.. main paagal hui deewani hui
Teri dilruba teri rani hui
Mera bas mera hai Ajay

Deewana hua main deewana
Meri jaan tere ishq mein

Hai thokar jahaan ko lagana
Meri jaan tere ishq mein
Main paagal hui deewani hui
Teri dilruba teri rani hui
Mera bas mera hai Ajay

Deewana hua main deewana
Meri jaan tere ishq mein
Hai thokar jahaan ko lagana
Meri jaan tere ishq mein

Toofan deewangi ka roke kabhi na ruke
Sachchi mohabbat ke aage sara zamana jhuke
Ab yeh meri zindgani hai teri chahat ke naam Chaahoongi tujhko hamesha
Chaahe subah ho ya shaam

Hai kadmon mein dil ko jhukana
Meri jaan tere ishq mein
Bohat kuchh hai kar ke dikhana
Meri jaan tere ishq mein
Main paagal hui deewani hui
Teri dilruba teri rani hui
Mera bas mera hai Ajay
Deewana hua main deewana
Meri jaan tere ishq mein
Hai thokar jahaan ko lagana
Meri jaan tere ishq mein

Duniya ki saari hadon se aage guzar jana hai
Jeena hai baahon mein teri
Baahon mein teri mar jaana hai
Kaise tujhe main bataun kaisa hai deewanapan
Teri wafaaon ka jaadu chhaane laga jaan-e-man

Labon ko labon tak hai laana
Meri jaan tere ishq mein
Mujhe to hai sab kuchh lutana
Meri jaan tere ishq mein
Tu paagal hui deewani hui
Meri dilruba meri rani hui
Tera bas tera hai Ajay

Deewani hua main deewani
Meri jaan tere ishq mein
Deewana hua main deewana
Meri jaan tere ishq mein

More Lyrics From Ajay