Deewana Dil Bin Sajna Ke Maane Na Lyrics - Patthar Ke Phool


Deewana Dil Bin Sajna Ke Maane Na Lyrics from Patthar Ke Phool is Hindi song in the voices of Lata Mangeshkar, S P Balasubrahmanyam. Deewana Dil Bin Sajna Ke Maane Na song lyrics are written by Dev Kohli, its music is given by Ram Laxman. Patthar Ke Phool is a 1991 Hindi movie starring Salman Khan, Raveena Tandon and Kiran Kumar.

Deewana Dil Bin Sajna Ke Maane Na Lyrics - Patthar Ke Phool

Deewana Dil Bin Sajna Ke Maane Na Song Detail


Song: Deewana Dil Bin Sajna Ke Maane Na
Album: Patthar Ke Phool (1991)
Singer: Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Musician: Ram Laxman
Lyricist: Dev Kohli
Star Cast: Salman Khan, Raveena Tandon, Kiran Kumar etc.

Deewana Dil Bin Sajna Ke Maane Na Lyrics

Dhin dhinak dhin na tin tinak tin na
Dhin dhinak dhin na tin tinak tin na
Deewana dil bin sajna ke maane na
Maane na maane na
Deewana dil bin sajna ke maane na
Maane na maane na

Dhin dhinak dhin na tin tinak tin na
Dhin dhinak dhin na tin tinak tin na
Deewana dil bin sajna ke maane na
Maane na maane na

Deewana dil bin sajna ke maane na
Maane na maane na

Tum ho hamare jeevan se pyare
Aye meri kismat mere sahare
Tum ho hamare jeevan se pyare
Aye meri kismat mere sahare
Hey tujhko chura ke sabse chipa ke
Le jaunga main apna bana ke

To dhin dhinak dhin na tin tinak tin na
Dhin dhin dhin dhinak dhin na tin tinak tin na
Barkha barse yeh dil tarse
Aaja na aaja na aaja na Arre barkha barse yeh dil tarse
Aaja na aaja na aaja na

Toote na apna sapna suhana
Is pyaar ka hai dusman zamana
Ho toote na apna sapna suhana
Is pyaar ka hai dusman zamana
Duniya ki parwah mujhko nahi hai
Apni wafa par poora yakeen hai

To dhin dhinak dhin na tin tinak tin na
Arre dhin dhinak dhin na tin tinak tin na
Tu mera hai main teri hoon
Yeh maana yeh maana yeh maana
Hey tu mera hai main teri hoon
Yeh maana yeh maana yeh maana

Aankhon mein meri tasveer teri
Apne milan mein hogi na deri
Arre aankhon mein meri tasveer teri
Apne milan mein hogi na deri
Maathe pe bindiya mere sajana
Dulhan bana ke mujhko le jaana

To dhin dhinak dhin na tin tinak tin na
Dhin dhinak dhin na tin tinak tin na
Tujhe sawarun nazar utarun
Ruk jaana ruk jaana ruk jaana
Arre tujhe sawarun nazar utarun
Ruk jaana ruk jaana ruk jaana

Dhin dhinak dhin na tin tinak tin na
Hey dhin dhinak dhin na tin tinak tin na
Deewana dil bin sajna ke maane na
Maane na maane na
Deewana dil bin sajna ke maane na
Maane na maane na