De Bhi Chuke Hum Dil Nazrana Lyrics - Jaal


De Bhi Chuke Hum Dil Nazrana Lyrics from Jaal is Hindi song in the voices of Geeta Dutt, Kishore Kumar. De Bhi Chuke Hum Dil Nazrana song lyrics are written by Sahir Ludhianvi, its music is given by S D Burman. Jaal is a 1952 Hindi movie starring Dev Anand and Geeta Bali.

De Bhi Chuke Hum Dil Nazrana Lyrics - Jaal

De Bhi Chuke Hum Dil Nazrana Song Detail


Song: De Bhi Chuke Hum Dil Nazrana
Album: Jaal (1952)
Singer: Geeta Dutt, Kishore Kumar
Musician: S. D. Burman
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Star Cast: Dev Anand, Geeta Bali etc.

De Bhi Chuke Hum Dil Nazrana Lyrics

De bhi chuke hum dil nazrana dil ka
De bhi chuke hum dil nazrana dil ka
Arre chhodo bhi
Chhodo bhi yeh raag purana dil ka
Chhodo bhi yeh raag purana dil ka

Ek nazar mein haar chuke hain dil ko
Achha
Ek nazar mein haar chuke hain dil ko
Teri ada pe vaar chuke hai dil ko
Hmm hmm

Aji mushkil hai ab laut ke aana dil ka
Ja ja ja
Chhodo bhi yeh raag purana dil ka

Munh dho le woh jaal bichhane wale
Munh dho le woh jaal bichhane wale
Hum nahi in baaton mein aane wale
Khel hai yeh jaana pehchana dil ka
Arre de bhi chuke hum dil nazrana dil ka

Chheen ke dil aashiq ka mukarne wale
Achha
Chheen ke dil aashiq ka mukarne wale
Hmm hmm Arre mar jayenge tujh par marne wale
Haaye chhod bhi de
Zaalim tadpana dil ka
Ja ja
Chhodo bhi yeh raag purana dil ka

Daali daali phirte hain harjayi
Daali daali phirte hain harjayi
Lobhi bhawaron ne kab preet nibhayi
Yoon hi sab karte hain bahana dil ka

Haaye de bhi chuke hum dil nazrana
De bhi chuke hum dil nazrana dil ka
Yoon hi sab karte hain bahana dil ka
Khel hai yeh jaana pehchana dil ka
Chhodo bhi yeh raag purana dil ka