Chori Chori Meri Gali Aana Hai Bura Lyrics - Jaal




Chori Chori Meri Gali Aana Hai Bura Lyrics from Jaal is Hindi song sung by Lata Mangeshkar. Chori Chori Meri Gali Aana Hai Bura song lyrics are written by Sahir Ludhianvi, its music is given by S D Burman. Jaal is a 1952 Hindi movie starring Dev Anand and Geeta Bali.

Chori Chori Meri Gali Aana Hai Bura Lyrics

Chori chori meri gali aana hai bura
Aake bina baat kiye jaana hai bura
Chori chori meri gali aana hai bura
Aake bina baat kiye jaana hai bura

Achhe nahi yeh ishare
Pedon tale chhup chhupa ke
Aao na do baatein kar lein
Nazron se nazrein mila ke

Din hain pyar ke mauj bahaar ke
Din hain pyar ke mauj bahaar ke
Dekho bhole bhaale jee ko
Tarsana hai bura
Chori chori meri gali aana hai bura
Aake bina baat kiye jaana hai bura

Dil aa gaya hai to pyaare
Badnaam hone ka dar kya
Ishq aur wafa ki gali mein
Duniya ke gham ka guzar kya

Din hain pyar ke mauj bahaar ke
Din hain pyar ke mauj bahaar ke
Dekho bhole bhaale jee ko
Tarsana hai bura
Chori chori meri gali aana hai bura
Aake bina baat kiye jaana hai bura

Din hain pyar ke mauj bahaar ke
Din hain pyar ke mauj bahaar ke
Dekho bhole bhaale jee ko
Tarsana hai bura
Chori chori meri gali aana hai bura
Aake bina baat kiye jaana hai bura
Chori chori meri gali aana hai bura
Aake bina baat kiye jaana hai bura




Chori Chori Meri Gali Aana Hai Bura Song Detail


Song: Chori Chori Meri Gali Aana Hai Bura
Album: Jaal (1952)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: S. D. Burman
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Star Cast: Dev Anand, Geeta Bali etc.