Chhup Gaya Koi Re Door Se Pukar Ke Lyrics - Champakali


Chhup Gaya Koi Re Door Se Pukar Ke Lyrics from Champakali is Hindi song sung by Lata Mangeshkar and music is given by Hemant Kumar. Chhup Gaya Koi Re Door Se Pukar Ke song lyrics are written by Rajendra Krishan. Champakali is a 1957 Hindi movie starring Bharat Bhushan, Suchitra Sen and S L Puri.

Chhup Gaya Koi Re Door Se Pukar Ke Lyrics - Champakali

Chhup Gaya Koi Re Door Se Pukar Ke Song Detail


Song: Chhup Gaya Koi Re Door Se Pukar Ke
Album: Champakali (1957)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Hemant Kumar
Lyricist: Rajendra Krishan
Star Cast: Bharat Bhushan, Suchitra Sen, S L Puri etc.

Chhup Gaya Koi Re Door Se Pukar Ke Lyrics

Chhup gaya koi re door se pukar ke
Dard anokhe haaye de gaya pyaar ke
Chhup gaya koi re door se pukar ke
Dard anokhe haaye de gaya pyaar ke

Aaj hain sooni sooni
Dil ki yeh galiyan
Ban gayi kaante meri
Khushiyon ki kaliyan

Aaj hain sooni sooni
Dil ki yeh galiyan

Ban gayi kaante meri
Khushiyon ki kaliyan

Pyaar bhi khoya maine
Sab kuchh haar ke
Dard anokhe haaye de gaya pyaar ke
Chhup gaya koi re door se pukar ke
Dard anokhe haaye de gaya pyaar ke

Ankhiyon se neend gayi
Manwa se chain re
Chhup chhup roye mere
Khoye khoye nain re

Ankhiyon se neend gayi Manwa se chain re
Chhup chhup roye mere
Khoye khoye nain re

Haaye yahi to mere din the singar ke
Dard anokhe haaye de gaya pyaar ke
Chhup gaya koi re door se pukar ke
Dard anokhe haaye de gaya pyaar ke