Chhoti Si Kahani Se Lyrics - Ijaazat


Chhoti Si Kahani Se song belongs to the Gulzar's film Ijaazat starring Naseeruddin Shah, Rekha, Ram Mohan and Sulbha Deshpande. Chhoti Si Kahani Se Lyrics are penned by Gulzar while this track is sung by Asha Bhosle. Ijaazat is a 1987 Hindi movie starring Naseeruddin Shah, Rekha and Ram Mohan.

Chhoti Si Kahani Se Lyrics - Ijaazat

Chhoti Si Kahani Se Song Detail


Song: Chhoti Si Kahani Se
Album: Ijaazat (1987)
Singer: Asha Bhosle
Musician: R. D. Burman
Lyricist: Gulzar
Star Cast: Naseeruddin Shah, Rekha, Ram Mohan etc.

Chhoti Si Kahani Se Lyrics

La la... la la la...

Chhoti si kahani se
Barishon ki pani se
Saari waadi bhar gayi la la la la la...

Chhoti si kahani se
Barishon ki pani se
Saari waadi bhar gayi la la la la la...
Na jaane kyun la la la...
Dil bhar gaya aa..
Na jaane kyon la la la...

Aankh bhar gayi...

Shaakhon pe patte the
Patton pe boondein thin
Boondon mein pani tha
Pani mein aansoo the aa.. aa.. aa..
Shaakhon pe patte the
Patton pe boondein thin
Boondon mein pani tha
Pani mein aansoo the aa.. aa.. aa..

Chhoti si kahani se
Barishon ki pani se
Saari waadi bhar gayi la la la la la... Na jaane kyun la la la...
Dil bhar gaya aa...
Na jaane kyon la la la...
Aankh bhar gayi..

Dil mein gile bhi the
Pehle mile bhi the
Mil ke paraaye the
Do humsaaye the aa.. aa.. aa..
Dil mein gile bhi the
Pehle mile bhi the
Mil ke paraaye the
Do humsaaye the aa.. aa.. aa..

La.. la la la..

Chhoti si kahani se
Barishon ki pani se
Saari waadi bhar gayi la la la la la...
Na jaane kyun la la la...
Dil bhar gaya aa...
Na jaane kyon la la la...
Aankh bhar gayi..

Rukti hai thamti hai
Kabhi barasati hai
Baadal pe paanv rakhke
Baarish machalati hai aa.. aa.. aa..
Rukti hai chalti hai
Kabhi barasati hai
Baadal pe paanv rakhke
Baarish machalati hai aa.. aa.. aa..

La.. la la la..

Chhoti si kahani se
Barishon ki pani se
Saari waadi bhar gayi la la la la la...
Chhoti si kahani se
Barishon ki pani se
Saari waadi bhar gayi la la la la la...
Na jaane kyun la la la...
Dil bhar gaya aa...
Na jaane kyon la la la...
Aankh bhar gayi..