Chand Lyrics - Tere Naam


Chand Lyrics from Tere Naam is sung by Udit Narayan. Us Chand Ka Mukabla Kya Hoga lyrics are written by Sameer while its music is given by Himesh Reshammiya. Tere Naam is a 2003 Hindi movie starring Salman Khan, Bhumika Chawla and Sachin Khedekar.

Chand Lyrics - Tere Naam

Chand Song Detail


Song: Chand
Album: Tere Naam (2003)
Singer: Udit Narayan
Musician: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sameer
Star Cast: Salman Khan, Bhumika Chawla, Sachin Khedekar etc.

Chand Lyrics

Tauba yeh saadgi chehre pe taazgi
Yeh baat usmein kahan
Tauba yeh saadgi chehre pe taazgi
Yeh baat usmein kahan
Us chand ka mukabla kya hoga
Is chand ke aage

Yeh saari raat jagaye humein
Woh bechara saari raat jaage

Tauba yeh saadgi chehre pe taazgi
Yeh baat usmein kahan

Tauba yeh saadgi chehre pe taazgi
Yeh baat usmein kahan
Us chand ka mukabla kya hoga
Is chand ke aage

Tere naam zindagi
Tere naam zindagi

Hum yeh sochte the koyi aisa nahi
Jo banaye diwana yoon humko kabhi
Hum yeh sochte the koyi aisa nahi
Jo banaye diwana yoon humko kabhi
Lekin yeh ho gaya pagal dil kho gaya
Aisa koyi bhi na yahan

Us chand ka mukabla kya hoga
Is chand ke aage

Tere naam zindagi
Tere naam zindagi

Kya hai bekarari kya hai deewangi
Koyi poochhe zara humse kya hai aashiqi
Kya hai bekarari kya hai deewangi
Koyi poochhe zara humse kya hai aashiqi
Har pal woh paas hai woh sabse khaas hai
Aisa koyi doosra kahan

Us chand ka mukabla kya hoga
Is chand ke aage

Yeh saari raat jagaye humein
Woh bechara saari raat jaage

Tauba yeh saadgi chehre pe taazgi
Yeh baat usmein kahan
Tauba yeh saadgi chehre pe taazgi
Yeh baat usmein kahan
Us chand ka mukabla kya hoga
Is chand ke aage