Chamka Pasina Banke Nagina Lyrics - Resham Ki Dori


Chamka Pasina Banke Nagina Lyrics from Resham Ki Dori is Hindi song sung by Kishore Kumar. Chamka Pasina Banke Nagina song lyrics are written by Indeevar, its music is given by Shankar Jaikishan. Resham Ki Dori is a 1974 Hindi movie starring Dharmendra, Saira Banu and Kumud Chugani.

Chamka Pasina Banke Nagina Lyrics - Resham Ki Dori

Chamka Pasina Banke Nagina Song Detail


Song: Chamka Pasina Banke Nagina
Album: Resham Ki Dori (1974)
Singer: Kishore Kumar
Musician: Shankar Jaikishan
Lyricist: Indeevar
Star Cast: Dharmendra, Saira Banu, Kumud Chugani etc.

Chamka Pasina Banke Nagina Lyrics

Chamka pasina banke nagina
Chamka pasina banke nagina
Kaali raat beeti re kaali raat beeti
Kaali raat beeti re kaali raat beeti
Mehnat jeeti re mehnat jeeti

Chamka pasina banke nagina
Kaali raat beeti re kaali raat beeti
Kaali raat beeti re kaali raat beeti
Mehnat jeeti re mehnat jeeti

Gao re gao khushiyan manao

Gao re gao khushiyan manao
Ab humko dar kaisa
Apne haathon apna naseeba
Likh lo chahe jaisa
Kaam ka dooja naam naseeba
Kaam se kar lo preeti hey hey

Chamka pasina hey
Hey chamka pasina banke nagina
Kaali raat beeti re kaali raat beeti
Mehnat jeeti re mehnat jeeti

Mehki hain galiyan hothon pe kaliyan
Mehki hain galiyan hothon pe kaliyan Aanhkon mein lakhon baatein
Ghadiyan suhani bheege jawani
Pyar ki yeh barsaatein
Saath diya hai subne hamara
Baazi kabhi to jeeti hey hey

Chamka pasina hey
Chamka pasina banke nagina
Kaali raat beeti re kaali raat beeti
Mehnat jeeti re mehnat jeeti

Ab lakhon ki mehnat ka phal
Ab lakhon ki mehnat ka phal
Ek na kha payega
Badhne ka mauka jeene ka avsar
Sabko diya jayega
Hat jaaye duniya se gareebi
Apni hai yeh neeti hey hey

Chamka pasina hey
Chamka pasina banke nagina
Kaali raat beeti re kaali raat beeti
Mehnat jeeti re mehnat jeeti
Mehnat jeeti re mehnat jeeti
Mehnat jeeti re mehnat jeeti