Chaand Sitaare Phool Aur Khushboo Lyrics - Kaho Naa Pyaar Hai
Chaand Sitaare Phool Aur Khushboo song belongs to the Rakesh Roshan's film Kaho Naa Pyaar Hai starring Hrithik Roshan, Ameesha Patel, Anupam Kher and Farida Jalal. Chaand Sitaare Phool Aur Khushboo Lyrics are penned by Saawan Kumar while this track is sung by Kumar Sanu. Kaho Naa Pyaar Hai is a 2000 Hindi movie starring Hrithik Roshan, Ameesha Patel and Anupam Kher.

Chaand Sitaare Phool Aur Khushboo Song Detail
Song: Chaand Sitaare Phool Aur Khushboo
Album: Kaho Naa Pyaar Hai (2000)
Singer: Kumar Sanu
Musician: Rajesh Roshan
Lyricist: Saawan Kumar
Star Cast: Hrithik Roshan, Ameesha Patel, Anupam Kher etc.
Director: Rakesh Roshan
Chaand Sitaare Phool Aur Khushboo Lyrics
Chaand sitaare phool aur khushboo
Chaand sitaare phool aur khushboo
Yeh to saare puraane hain
Taaza taaza kali khili hai
Hum uske deewane hain
Arre kaali ghataayein, barkha, savan ho..
Kaali ghataayein, barkha, savan
Yeh to sab afsaane hain
Taaza taaza kali khili hai
Hum uske deewane hain
Andaaz hain uske naye naye
Hai naya naya deewanapan o..
Andaaz hain uske naye naye
Hai naya naya deewanapan o..
Pehna ke taj jawani ka
Hans ke laut gaya bachapan
Geet gazal sab kal ki baatein ho..
Geet gazal sab kal ki baatein
Uske naye taraane hain
Taaza taaza kali khili hai
Hum uske deewane hain
Hai roop mein itna saadapan to
Kitna sundar hoga man ho..
Hai roop mein itna saadapan to
Kitna sundar hoga man ho..
Bin gehne aur singar bina
Woh to lagti hai dulhan
Kajal, bindiya, kangan, jhumke o..
Arre kajal, bindiya, kangan, jhumke
Yeh to guzre zamaane hain
Taaza taaza kali khili hai
Hum uske deewane hain
Chaand sitaare phool aur khushboo
Yeh to saare puraane hain
Taaza taaza kali khili hai
Hum uske deewane hain
Arre kaali ghataayein, barkha, savan ho..
Kaali ghataayein, barkha, savan
Yeh to sab afsaane hain
Taaza taaza kali khili hai
Hum uske deewane hain