Chaand Sa Lalla Lyrics - Pyaar Koi Khel Nahin




Lyrics of Chaand Sa Lalla from Pyaar Koi Khel Nahin: This is a very well sung song by Sudesh Bhonsale with nicely composed music by Jatin and Lalit. Chaand Sa Lalla Lyrics are beautifully penned by Idrees Ahmed Meenai. Pyaar Koi Khel Nahin is a 1999 Hindi movie starring Sunny Deol, Mahima Choudhary and Apoorva Agnihotri.

Chaand Sa Lalla Lyrics

Haaye haaye mubarak ho
Mubarak ho haaye ladka hua hai
Haaye chaand sa lalla ghar aaya hai
Haaye main vaari jaaoon

Aasman se utar kar kamar aa gaya
Chaand sa lalla maan tere ghar aa gaya
Ab masarrat ki baajengi shehnaiyan
Aur phoolon se mehkengi angnaaiyan
Teri nazron ka aye Jameela zara jam ke hila
Teri nazron ka noor-e-nazar aa gaya
Chaand sa lalla maan tere ghar aa gaya

Haaye tumko hamaari umar lag jaaye
Maan husn ke tere yeh aks hain gahare
Baap aur bete ke ek jaise chehre
Munne ke abba haaye haaye
Tum kahan the ab tak haaye haaye
Chhodenge na tumko haaye haaye
Kuchh mile na jab tak haaye haaye
Munne ki amma haaye haaye
Shauhar ko bolo haaye haaye
Kuchh ganth rupyon ki haaye haaye
Jaldi se kholo haaye haaye
Munne ke abba ji aise na bolo haaye haaye
Sab gher lo milkar haaye haaye
Arre jeb tatolo haaye haaye
Arre naach naach ke apna nikal gaya juice
Arre munne tera abba bada hi kanjoos
Beech waalon ka aye maati mili zara uchhaal
Beech waalon ka dekho juloos aa gaya
Chaand sa lalla maan tere ghar aa gaya

Chaand Sa Lalla Song Detail


Song: Chaand Sa Lalla
Album: Pyaar Koi Khel Nahin (1999)
Singer: Sudesh Bhonsale
Musician: Jatin, Lalit
Lyricist: Idrees Ahmed Meenai
Star Cast: Sunny Deol, Mahima Choudhary, Apoorva Agnihotri etc.


More Lyrics From Pyaar Koi Khel Nahin
Choodi Jo Khanki Haathon Mein Lyrics - Pyaar Koi Khel Nahin
Choodi Jo Khanki Haathon Mein
Pyaar Koi Khel Nahin Title Song Lyrics - Pyaar Koi Khel Nahin
Pyaar Koi Khel Nahin Title Song