Bhula Nahin Dena Lyrics - Baradari


Bhula Nahin Dena Lyrics from Baradari is Hindi song in the voices of Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Bhula Nahin Dena song lyrics are written by Khumar Barabankvi, its music is given by Shakat Ali Dehlavi Nashad. Baradari is a 1955 Hindi movie starring Geeta Bali, Ajit and Pran.

Bhula Nahin Dena Lyrics - Baradari

Bhula Nahin Dena Song Detail


Song: Bhula Nahin Dena
Album: Baradari (1955)
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Musician: Shakat Ali Dehlavi Nashad
Lyricist: Khumar Barabankvi
Star Cast: Geeta Bali, Ajit, Pran etc.

Bhula Nahin Dena Lyrics

Bhula nahin dena ji bhula nahin dena
Zamana kharab hai daga nahin dena
Ji daga nahin dena
Bhula nahin dena ji bhula nahin dena
Zamana kharab hai daga nahin dena
Ji daga nahin dena

Pyaar ki masti chhayi huyi hai
Pyaar ki masti chhayi huyi hai
Neend si mujhko aayi huyi hai
Neend se dekho jaga nahin dena

Zamana kharab hai daga nahin dena
Ji daga nahin dena
Bhula nahin dena ji bhula nahin dena
Zamana kharab hai daga nahin dena
Ji daga nahin dena

Aankhon mein sapne jhoom rahe hain
Aankhon mein sapne jhoom rahe hain
Geet labon ko choom rahe hain
Geeton ko aahein bana nahin dena
Zamana kharab hai daga nahin dena
Ji daga nahin dena
Bhula nahin dena ji bhula nahin dena Zamana kharab hai daga nahin dena
Ji daga nahin dena

Zindagi aankhein malne lagi hai
Zindagi aankhein malne lagi hai
Shamma si dil mein jalne lagi hai
Shamma jala ke bujha nahin dena
Zamana kharab hai daga nahin dena
Ji daga nahin dena
Bhula nahin dena ji bhula nahin dena
Zamana kharab hai daga nahin dena
Ji daga nahin dena