Bholi Si Surat Aankhon Mein Masti Lyrics - Dil To Pagal Hai




Bholi Si Surat Aankhon Mein Masti song belongs to the Yash Chopra's film Dil To Pagal Hai starring Shahrukh Khan, Karisma Kapoor, Madhuri Dixit and Farida Jalal. Bholi Si Surat Aankhon Mein Masti Lyrics are penned by Anand Bakshi while this track is sung by Lata Mangeshkar and Udit Narayan. Dil To Pagal Hai is a 1997 Hindi movie starring Shahrukh Khan, Karisma Kapoor and Madhuri Dixit.

Bholi Si Surat Aankhon Mein Masti Lyrics

Bholi si surat aankhon mein masti aaye haaye
Arre bholi si surat aankhon mein masti
Door khadi sharmaye aaye haaye
Ek jhalak dikhlaye kabhi
Kabhi anchal mein chhup jaaye aaye haaye
Meri nazar se tum dekho to yaar nazar woh aaye

Bholi si surat aankhon mein masti
Door khadi sharmaye aaye haaye
Ek jhalak dikhlaye kabhi
Kabhi anchal mein chhup jaaye aaye haaye
Meri nazar se tum dekho to yaar nazar woh aaye
Bholi si surat aankhon mein masti aaye haaye

Ladki nahi hai woh jaadu hai aur kaha kya jaaye
Raat ko mere khwaab mein aayi
Woh zulfein bikhraye
Aankh khuli to dil chaaha
Phir neend mujhe aa jaaye
Bin dekhe yeh haal hua dekhoon to kya ho jaaye
Bholi si surat aankhon mein masti
Door khadi sharmaye aaye haaye
Ek jhalak dikhlaye kabhi
Kabhi anchal mein chhup jaaye aaye haaye
Meri nazar se tum dekho to yaar nazar woh aaye
Bholi si surat aankhon mein masti aaye haaye

Sawan ka pehla baadal uska kajal ban jaaye
Mauj uthe sagar mein jaise aise kadam uthaye
Rab ne jaane kis mitti se uske ang banaye
Chham se kash kahin se mere
Samne woh aa jaaye
Bholi si surat aankhon mein masti
Door khadi sharmaye aaye haaye
Ek jhalak dikhlaye kabhi
Kabhi anchal mein chhup jaaye aaye haaye
Meri nazar se tum dekho to yaar nazar woh aaye
Bholi si surat aankhon mein masti aaye haaye
Aaye haaye!




Bholi Si Surat Aankhon Mein Masti Song Detail


Song: Bholi Si Surat Aankhon Mein Masti
Album: Dil To Pagal Hai (1997)
Singer: Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Musician: Uttam Singh
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Shahrukh Khan, Karisma Kapoor, Madhuri Dixit etc.