Ban Ke Panchhi Gaye Lyrics - Anari




Ban Ke Panchhi Gaye Lyrics from Anari is Hindi song sung by Lata Mangeshkar. Ban Ke Panchhi Gaye song lyrics are written by Hasrat Jaipuri, its music is given by Shankar Jaikishan. Anari is a 1959 Hindi movie starring Raj Kapoor, Nutan and Motilal.

Ban Ke Panchhi Gaye Lyrics

Ban ke panchhi gaye
Pyar ka tarana
Ban ke panchhi gaye
Pyar ka tarana

Mil jaaye agar aaj
Koyi sathi mastana
Mil jaaye agar aaj
Koyi sathi mastana
To jhoome yeh dharti
Aur jhoome aasmaan ho


Ban ke panchhi gaye
Pyar ka tarana
Ban ke panchhi gaye
Pyar ka tarana

Mil jaaye agar aaj
Koyi sathi mastana
Mil jaaye agar aaj
Koyi sathi mastana
To jhoome yeh dharti
Aur jhoome aasmaan ho

Aayi haseeno ki toliyan
Aaha ha aaha ha
Aayi haseeno ki toliyan
Aaha ha aaha ha
Bole piya milan ki boliyan

Manzil pe aaye koyi
Naina milaye koyi
Bhar de yeh ulfat ki jholiyan
Manzil pe aaye koyi
Naina milaye koyi
Bhar de yeh ulfat ki jholiyan

Ban ke panchhi gaye
Pyar ka tarana
Ban ke panchhi gaye
Pyar ka tarana

Mil jaaye agar aaj
Koyi sathi mastana
Mil jaaye agar aaj
Koyi sathi mastana
To jhoome yeh dharti
Aur jhoome aasmaan ho

Kheton pe chhayi jawaniyan
Aaha ha ha
Kheton pe chhayi jawaniyan
Aaha ha ha

Patton pe likhi kahaaniyan
Phoolon ki daal jaise rangin rumal
Koyi de de hamein bhi nishaniyan
Phoolon ki daal jaise rangin rumal
Koyi de de hamein bhi nishaniyan

Ban ke panchhi gaye
Pyar ka tarana
Ban ke panchhi gaye
Pyar ka tarana

Mil jaaye agar aaj
Koyi sathi mastana
Mil jaaye agar aaj
Koyi sathi mastana
To jhoome yeh dharti
Aur jhoome aasmaan ho




Ban Ke Panchhi Gaye Song Detail


Song: Ban Ke Panchhi Gaye
Album: Anari (1959)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Shankar Jaikishan
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Star Cast: Raj Kapoor, Nutan, Motilal etc.