Bahut Pyaar Karte Hain Tumko Sanam Lyrics - Saajan


Bahut Pyaar Karte Hain Tumko Sanam Lyrics from Saajan (1991) is penned by Sameer, composed by Nadeem and Shravan and sung by Anuradha Paudwal and S P Balasubramaniam. Saajan is a 1991 Hindi movie starring Salman Khan, Madhuri Dixit and Sanjay Dutt.

Bahut Pyaar Karte Hain Tumko Sanam Lyrics - Saajan

Bahut Pyaar Karte Hain Tumko Sanam Song Detail


Song: Bahut Pyaar Karte Hain Tumko Sanam
Album: Saajan (1991)
Singer: Anuradha Paudwal, S. P. Balasubramaniam
Musician: Nadeem, Shravan
Lyricist: Sameer
Star Cast: Salman Khan, Madhuri Dixit, Sanjay Dutt etc.

Bahut Pyaar Karte Hain Tumko Sanam Lyrics

Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo khuda ki kasam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Hamein har ghadi aarzu hai tumhari
Hoti hai kaisi sanam bekarari
Milenge jo tumko to
Milenge jo tumko to batayenge hum

Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Hamari gazal hai tasavvur tumhara
Hamari gazal hai tasavvur tumhara
Tumhare bina ab na jeena hamara
Tumhein yoon hi chaahenge
Tumhein yoon hi chaahenge jab tak hai dum
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Sagar ki baahon mein maujein hain jitni
Sagar ki baahon mein maujein hain jitni
Humko bhi tumse mohabbat hai utni Ke yeh bekarari
Ke yeh bekarari na ab hogi kam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo khuda ki kasam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam