Bahut Diya Dene Wale Ne Tujhko Lyrics - Soorat Aur Seerat


Bahut Diya Dene Wale Ne Tujhko Lyrics from Soorat Aur Seerat is Hindi song sung by Mukesh and music is given by Roshan. Bahut Diya Dene Wale Ne Tujhko song lyrics are written by Shailendra. Soorat Aur Seerat is a 1962 Hindi movie starring Dharmendra, Nutan and K.N. Singh.

Bahut Diya Dene Wale Ne Tujhko Lyrics - Soorat Aur Seerat

Bahut Diya Dene Wale Ne Tujhko Song Detail


Song: Bahut Diya Dene Wale Ne Tujhko
Album: Soorat Aur Seerat (1962)
Singer: Mukesh
Musician: Roshan
Lyricist: Shailendra
Star Cast: Dharmendra, Nutan, K.N. Singh etc.

Bahut Diya Dene Wale Ne Tujhko Lyrics

Bahut diya dene wale ne tujhko
Bahut diya dene wale ne tujhko
Aanchal hi na samaye to kya keeje
Beet gaye jaise yeh din raina
Baaki bhi kat jaaye dua keeje

Jo bhi dede maalik tu kar le kubool
Jo bhi dede maalik tu kar le kubool
Kabhi kabhi kaanton mein bhi
Khilte hain phool
Wahan der bhale hai andher nahi

Ghabra ke yoon gila mat keeje

Bahut diya dene wale ne tujhko
Aanchal hi na samaye to kya keeje

Denge dukh kab tak bharam ke yeh chor
Denge dukh kab tak bharam ke yeh chor
Arre dhalegi yeh raat
Pyare phir hogi bhor
Kab roke ruki hai samay ki nadiya
Ghabra ke yoon gila mat keeje

Bahut diya dene wale ne tujhko
Aanchal hi na samaye to kya keeje
Beet gaye jaise yeh din raina Baaki bhi kat jaaye dua keeje