Bagon Mein Kaise Yeh Phool Lyrics - Chupke Chupke
Bagon Mein Kaise Yeh Phool Lyrics from the movie Chupke Chupke is sung by Lata Mangeshkar and Mukesh, its music is composed by S D Burman and lyrics are written by Anand Bakshi. Chupke Chupke is a 1975 Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Dharmendra and Jaya Bachchan.
Bagon Mein Kaise Yeh Phool Lyrics
Bagon mein, bagon mein kaise yeh phool
Khilte hain ho khilte hain
Khilte hain bhanwaron se
Jab phool milte hain ho milte hain
Ho ho ho bagon mein
Rangeeli rut aake rang deti hai inko
Rangeeli rut aake rang deti hai inko
Nahin tum si koyi gori choom leti hai inko
Phoolon ko, phoolon ko hothon se
Rang roop milte hain ho milte hain
Ho ho ho bagon mein
Mausam baharon ke lagte hain kyun pyare
Mausam baharon ke lagte hain kyun pyare
Hanste hain, rote hain kaliyon ke sang saare
Kaliyon ke, kaliyon ke khilne se
Dil bhi khilte hain ho khilte hain
Bagon mein
Achcha ab tum bolo aisa tab hota hai
Achcha ab tum bolo aisa tab hota hai
Bade woh ho mat chhedo aisa tab hota hai
Jab tere, jab tere nainon se
Mere nain milte hain ho milte hain
Bagon mein kaise yeh phool
Khilte hain ho khilte hain
Khilte hain bhanwaron se
Jab phool milte hain ho milte hain
Ho ho ho bagon mein
Bagon Mein Kaise Yeh Phool Song Detail
Song: Bagon Mein Kaise Yeh Phool
Album: Chupke Chupke (1975)
Singer: Lata Mangeshkar, Mukesh
Musician: S. D. Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Amitabh Bachchan, Dharmendra, Jaya Bachchan etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana