Baadal Pe Chalke Aa Lyrics - Vijay


Baadal Pe Chalke Aa Lyrics from Vijay is Hindi song sung by Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar and music is given by Shiv-Hari. Baadal Pe Chalke Aa song lyrics are written by Muqtida Hasan Nida Fazli. Vijay is a 1988 Hindi movie starring Anil Kapoor, Rishi Kapoor and Meenakshi Sheshadri.

Baadal Pe Chalke Aa Lyrics - Vijay

Baadal Pe Chalke Aa Song Detail


Song: Baadal Pe Chalke Aa
Album: Vijay (1988)
Singer: Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar
Musician: Shiv-Hari
Lyricist: Muqtida Hasan Nida Fazli
Star Cast: Anil Kapoor, Rishi Kapoor, Meenakshi Sheshadri etc.

Baadal Pe Chalke Aa Lyrics

Baadal pe chalke aa
Sawan mein dhalke aa
Baadal pe chalke aa
Sawan mein dhalke aa
Saanson se meri nikal ke aa
Baahon se meri machal ke aa

Baadal pe chalke aa
Sawan mein dhalke aa
Saanson se meri nikal ke aa
Baahon se meri machal ke aa

Baadal pe chalke aa
Sawan mein dhalke aa

Shakhon pe lehraye mausam hare hare
Chandi si barsaye baadal bhare bhare
Ho shakhon pe lehraye mausam hare hare
Chandi si barsaye baadal bhare bhare

Bheegi huyi in fizaon mein
Aankon se dil mein sambhal ke aa
Baadal pe chalke aa
Sawan mein dhalke aa

Main hoon teri zameen tu mera aasmaan
Tu meri aarzu main teri jaane jaan Toot'ti hai dhamak banke angdaiyan
Aao baahon mein bhar lein tanhaiyan
Main hoon teri zameen tu mera aasmaan
Tu meri aarzu main teri jaane jaan

Aanchal ki chanchal hawaon mein
Hothon pe geeton sa dhal ke aa
Baadal pe chalke aa
Sawan mein dhalke aa

Seeshe si baahon pe boondein ruki ruki
Palkon pe sharmaye raatein jhuki jhuki
Palkon pe sharmaye raatein jhuki jhuki
Seeshe si baahon pe boondein ruki ruki
Zulfon ki kaali gataon mein
Mujhmein nashe sa pighal ke aa

Baadal pe chalke aa
Sawan mein dhalke aa
Saanson se meri nikal ke aa
Baahon se meri machal ke aa

Baadal pe chalke aa
Sawan mein dhalke aa
Baadal pe chalke aa
Sawan mein dhalke aa
Baadal pe chalke aa
Sawan mein dhalke aa