Aye Mere Sathiya Tu Koi Geet Ga Lyrics - Awaargi


Aye Mere Sathiya Tu Koi Geet Ga Lyrics from Awaargi (1990) is penned by Anand Bakshi, it's composed by Anu Malik and sung by Lata Mangeshkar and Mohammad Aziz. Awaargi is a 1990 Hindi movie starring Anil Kapoor, Meenakshi Seshadri and Govinda.

Aye Mere Sathiya Tu Koi Geet Ga Lyrics - Awaargi

Aye Mere Sathiya Tu Koi Geet Ga Song Detail


Song: Aye Mere Sathiya Tu Koi Geet Ga
Album: Awaargi (1990)
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammad Aziz
Musician: Anu Malik
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Anil Kapoor, Meenakshi Seshadri, Govinda etc.

Aye Mere Sathiya Tu Koi Geet Ga Lyrics

Aye mere sathiya tu koi geet ga
Aye mere sathiya tu koi geet ga
Jhoom loon main zara
Jhoom loon main zara
Naach loon main zara

Aye mere sathiya tu koi geet ga
Aye mere sathiya tu koi geet ga
Geet sangeet se
Geet sangeet se aag dil mein laga
Aye mere sathiya tu koi geet ga

Aye mere sathiya tu koi geet ga

Dhadkan ki awaz se, awazon ke saaz se
Dhadkan ki awaz se, awazon ke saaz se
Hothon pe yeh sargam ke phool khile
Hothon pe yeh sargam ke phool khile
Haan dhadkane laga dil mera, dil tera
Aye mere sathiya tu koi geet ga
Aye mere sathiya tu koi geet ga

Tera mera naam le
Apne dil ko thaam le
Aisa kuchh ho ke log yaad karein
Tera mera naam le Apne dil ko thaam le
Aisa kuchh ho ke log yaad karein
Aisa kuchh ho ke log yaad karein
Log hain bekhabar, bekadar, bewafa
Aye mere sathiya tu koi geet ga
Aye mere sathiya tu koi geet ga

Dekho mujhe koi pyara sa geet sunao
Aji waah! aise kaise suna dein

Koi milan ki baat ho
Hijra ki lambi raat ho
Koi milan ki baat ho
Hijra ki lambi raat ho
Yoon hi kaise geeton ki barsat ho
Yoon hi kaise geeton ki barsat ho
Dekh to jhoom ke chhaa rahi hai ghata
Aye mere sathiya tu koi geet ga
Aye mere sathiya tu koi geet ga
Jhoom loon main zara
Jhoom loon main zara
Naach loon main zara

Aye mere sathiya tu koi geet ga
Aye mere sathiya tu koi geet ga
Geet sangeet se
Geet sangeet se aag dil mein laga
Aye mere sathiya tu koi geet ga
Aye mere sathiya tu koi geet ga