Aye Mere Bete Sun Mera Kehna Lyrics - Aa Gale Lag Ja
Aye Mere Bete Sun Mera Kehna Lyrics from Aa Gale Lag Ja is Hindi song sung by Kishore Kumar. Aye Mere Bete Sun Mera Kehna song lyrics are written by Sahir Ludhianvi, its music is given by R D Burman. Aa Gale Lag Ja is a 1973 Hindi movie starring Shashi Kapoor, Sharmila Tagore and Asrani.
Aye Mere Bete Sun Mera Kehna Lyrics
Aye mere bete sun mera kehna
Chahe dukh hoye hanste hi rehna
Aye mere bete sun mera kehna
Chahe dukh hoye hanste hi rehna
Tu mere bete kyon roye
Akhiyon ke moti kyon khoye
Main tera ghoda main hathi
Main tere sukh dukh ka sathi
Tera main sahara hoon
Mera tu sahara hai
Jaan se bhi pyara hai aaja aaja
Aye mere bete sun mera kehna
Chahe dukh hoye hanste hi rehna
Rakhna bharosa uspe sada
Jisne hai sabko janam diya
Kal tera papa rahe na rahe
Ab jo kaha phir kahe na kahe
Kaha na bhulana tu
Wohi rakhwala hai
Usi ko bulana tu aaja aaja
Aye mere bete sun mera kehna
Chahe dukh hoye hanste hi rehna
Socha tha kya aur kya laaya
Dete huye jee bhar aaya
Le yeh baisakhi le le re
Mere abhage hathon se
Isi ke sahare chal
Chal mere pyare chal
Papa ke dulaare chal aaja aaja
Aye mere papa sun mera kehna
Chahe dukh hoye hanste hi rehna
Aye Mere Bete Sun Mera Kehna Song Detail
Song: Aye Mere Bete Sun Mera Kehna
Album: Aa Gale Lag Ja (1973)
Singer: Kishore Kumar
Musician: R. D. Burman
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Star Cast: Shashi Kapoor, Sharmila Tagore, Asrani etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana