Aye Dushman-e-Jaan Lyrics - Patthar Ke Sanam
Aye Dushman-e-jaan song belongs to the Raja Nawathe's film Patthar Ke Sanam starring Manoj Kumar, Waheeda Rehman, Mumtaz and Pran. Aye Dushman-e-jaan lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri while this track is sung by Asha Bhosle. Patthar Ke Sanam is a 1968 Hindi movie starring Manoj Kumar, Waheeda Rehman and Mumtaz.

Aye Dushman-e-Jaan Song Detail
Song: Aye Dushman-e-Jaan
Album: Patthar Ke Sanam (1968)
Singer: Asha Bhosle
Musician: Laxmikant, Pyarelal
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Manoj Kumar, Waheeda Rehman, Mumtaz etc.
Aye Dushman-e-Jaan Lyrics
Aah! yeh bahaar, yeh samaa
Aah!
Aye dushman-e-jaan chal diya kahan
Aye dushman-e-jaan chal diya kahan
Yeh bahaar, gaalon pe latt ha!
Beqaraar, gora badan ha!
Pyar pyar tujhko pukaare
Tu nahi sunta kya karoon? Allah
Aye dushman-e-jaan chal diya kahan
Yeh bahaar, gaalon pe latt ha!
Pyar pyar tujhko pukaare
Tu nahi sunta kya karoon? Allah
Chhaon bhi jo sanam teri
Chhaon bhi jo sanam teri
Mil gayi meri chhaon se
Daali badan ki huyi hari
Khil gayi main adaaon se
Dekho meri angdaaiyan
Aye dushman-e-jaan chal diya kahan
Yeh bahaar, gaalon pe latt ha!
Beqaraar, gora badan ha!
Pyar pyar tujhko pukaare
Tu nahi sunta kya karoon? Allah
Aaja aaja ab mat deir kar
Aaja aaja mat deir kar
Masti hai abi chal mein
Aaya bhi meri jaan tu agar
Aate aate kai saal mein
Tab tak jiyoongi kahan
Aye dushman-e-jaan chal diya kahan
Yeh bahaar, gaalon pe latt ha!
Beqaraar, gora badan ha!
Pyar pyar tujhko pukaare
Tu nahi sunta kya karoon? Allah
Aye dushman-e-jaan chal diya kahan x (4)