April Fool Banaya Toh Unko Gussa Aaya Lyrics - April Fool


Read & sing along April Fool Banaya Toh Unko Gussa Aaya Lyrics from the movie April Fool - 1964 which is sung by Mohammad Rafi. You can also get other songs & lyrics from April Fool. April Fool is a 1964 Hindi movie starring Biswajeet, Saira Banu and Jayant.

April Fool Banaya Toh Unko Gussa Aaya Lyrics - April Fool

April Fool Banaya Toh Unko Gussa Aaya Song Detail


Song: April Fool Banaya Toh Unko Gussa Aaya
Album: April Fool (1964)
Singer: Mohammad Rafi
Musician: Shankar, Jaikishan
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Star Cast: Biswajeet, Saira Banu, Jayant etc.

April Fool Banaya Toh Unko Gussa Aaya Lyrics

You... shaitaan..

April fool banaya toh unko gussa aaya
O mera kya kusoor, zamane ka kusoor
Jisne dastoor banaya
April fool banaya toh unko gussa aaya
O mera kya kusoor, zamane ka kusoor
Jisne dastoor banaya
April fool banaya..

Dilbar o jaan-e-jana
Gusse ke roop mein lagati ho aur haseen

Dilbar o jaan-e-jana
Gusse ke roop mein lagati ho aur haseen
Teri katil ada ne maar hi dala
Kar lo tum iska yakeen
Teri katil ada ne maar hi dala
Kar lo tum iska yakeen

You.. farebi...
Very good!
April fool banaya toh unko gussa aaya
Mera kya kusoor, zamane ka kusoor
Jisne dastoor banaya
April fool banaya toh unko gussa aaya Ho mera kya kusoor, zamane ka kusoor
Jisne dastoor banaya
April fool banaya..

Dil se dil ki pehchan hui
Jaagi mohabbat gaane lagi zindagi
Dil se dil ki pehchan hui
Jaagi mohabbat gaane lagi zindagi
Humne duniya mein aa kar
Woh roop dhara zinda huyi aashiqi
Humne duniya mein aa kar
Woh roop dhara zinda huyi aashiqi

You.. makkar...
Ha ha ha!
April fool banaya toh unko gussa aaya
Mera kya kusoor, zamane ka kusoor
Jisne dastoor banaya
April fool banaya toh unko gussa aaya
Ho mera kya kusoor, zamane ka kusoor
Jisne dastoor banaya
April fool banaya..

More Lyrics From April Fool