Aise Jalta Hai Jiya Lyrics - 1920 | Asha Bhosle


Aise Jalta Hai Jiya Lyrics from the movie 1920 is sung by Asha Bhosle, its music is composed by Adnan Sami and lyrics are written by Sameer. 1920 is a 2008 Hindi movie starring Rajniesh Duggall, Adah Sharma and Rakhi Sawant.

Aise Jalta Hai Jiya Lyrics - 1920 | Asha Bhosle

Aise Jalta Hai Jiya Song Detail


Song: Aise Jalta Hai Jiya
Album: 1920 (2008)
Singer: Asha Bhosle
Musician: Adnan Sami
Lyricist: Sameer
Star Cast: Rajniesh Duggall, Adah Sharma, Rakhi Sawant etc.

Aise Jalta Hai Jiya Lyrics

Aaja re, aaja re, aaja re, aa..
Aaja re, aaja re, aaja re, aa..

Haaye.. aise jalta hai jiya jaise diya
Aise jalta hai jiya jaise diya..
Jee na sakoon ab
Main tanha hoon piya
Aise jalta hai jiya jaise diya..
Aise jalta hai jiya jaise diya..
Jee na sakoon ab
Main tanha hoon piya

Aise jalta hai jiya

Bechain mere man ka mayura
Lagta hai tanha jeevan adhoora
Tan mein lagi hai virha ki jwaala
Ab to pila de adhron ka pyala
Trishna pukaare meri sun bariya
Aise jalta hai jiya jaise diya..
Jee na sakoon ab
Main tanha hoon piya
Aise jalta hai jiya

Tu hai akela, main hoon akeli
Sooni padi hai saari haveli Betaabion ka pal be-sabar hai
Ab hone wali jaldi saher hain
Doori mita de milke aa sathiya
Aise jalta hai jiya jaise diya..
Jee na sakoon ab
Main tanha hoon piya
Aise jalta hai jiya

Jiya.. jiya... jiya..