Adayein Bhi Hain Mohabbat Bhi Hai Lyrics - Dil Hai Ke Manta Nahin


Adayein Bhi Hain Mohabbat Bhi Hai Lyrics from Dil Hai Ke Manta Nahin (1991) is penned by Sameer, it's composed by Nadeem Shravan and sung by Anuradha Paudwal and Kumar Sanu. Dil Hai Ke Manta Nahin is a 1991 Hindi movie starring Aamir Khan, Pooja Bhatt and Anupam Kher.

Adayein Bhi Hain Mohabbat Bhi Hai Lyrics - Dil Hai Ke Manta Nahin

Adayein Bhi Hain Mohabbat Bhi Hai Song Detail


Song: Adayein Bhi Hain Mohabbat Bhi Hai
Album: Dil Hai Ke Manta Nahin (1991)
Singer: Anuradha Paudwal, Kumar Sanu
Musician: Nadeem Shravan
Lyricist: Sameer
Star Cast: Aamir Khan, Pooja Bhatt, Anupam Kher etc.

Adayein Bhi Hain Mohabbat Bhi Hai Lyrics

Adayein bhi hain mohabbat bhi hai
Sharafat bhi hain mere mehboob mein
Woh deewanapan, woh zaalim adaa
Shararat bhi hai mere mehboob mein

Adayein bhi hain mohabbat bhi hai
Nazakat bhi hain mere mehboob mein
Woh deewanapan, woh masoomiyat
Shararat bhi hai mere mehboob mein

Na poochho mera dil kahan kho gaya
Tujhe dekhte hi tera ho gaya

Aankhon mein tu, mere khwaabon mein tu hai
Yaadon ke mehke gulabon mein tu hai

Woh sehmi nazar, woh kamsin umar
Chahat bhi hai mere mehboob mein
Woh deewanapan, woh masoomiyat
Shararat bhi hai mere mehboob mein

Saanson ki behti lehar ruk gayi
Mujhe sharm aayi, nazar jhuk gayi
Ke hum unke kitne kareeb aa gaye
Yeh soch ke hum to ghabra gaye

Woh baankpan, woh deewangi
Inayat bhi hai mere mehboob mein Woh deewanapan, woh zaalim adaa
Shararat bhi hai mere mehboob mein

Mohabbat ki duniya basane chala
Main tere liye sab bhulane chala
Khushbu koyi uski baaton mein hai
Har faisla uske hathon mein hai

Woh mehaka badan, woh sharmeelapan
Nazakat bhi hai mere mehboob mein
Woh deewanapan, woh zaalim adaa
Shararat bhi hai mere mehboob mein

Adayein bhi hain mohabbat bhi hai
Nazakat bhi hain mere mehboob mein