Ab Raat Guzarne Wali Hai Lyrics - Awara


Ab Raat Guzarne Wali Hai Lyrics from Awara is Hindi song sung by Lata Mangeshkar. Ab Raat Guzarne Wali Hai song lyrics are written by Hasrat Jaipuri, its music is given by Shankar and Jaikishan. Awara is a 1951 Hindi movie starring Raj Kapoor, Nargis Dutt and Prithviraj Kapoor.

Ab Raat Guzarne Wali Hai Lyrics - Awara

Ab Raat Guzarne Wali Hai Song Detail


Song: Ab Raat Guzarne Wali Hai
Album: Awara (1951)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Shankar, Jaikishan
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Star Cast: Raj Kapoor, Nargis Dutt, Prithviraj Kapoor etc.

Ab Raat Guzarne Wali Hai Lyrics

Aa jao tadapte hai armaan
Aa jao tadapte hai armaan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai

Main roun yahan
Tum chup ho wahan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai

Ho chaand ki rangat udne lagi
Woh taaron ke dil ab doob gaye

Doob gaye
Hai dard bhara bechain samaa
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai

Iss chaand ke dole mein aayi nazar
Iss chaand ke dole mein aayi nazar
Ye raat ki dulhan chal di kidhar
Chal di kidhar
Awaz to do khoye ho kahan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai

Ghabra ke nazar bhi haar gai Ghabra ke nazar bhi haar gai
Takdeer ko bhi neend aane lagi
Neend aane lagi
Tum aate nahi main jaun kahan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai