Aaye Hain Woh Mazar Pe Lyrics - Saajan Ki Saheli


Aaye Hain Woh Mazar Pe Lyrics from Saajan Ki Saheli is Hindi song in the voices of Mahendra Kapoor, Suresh Wadkar, Usha Khanna. Aaye Hain Woh Mazar Pe song lyrics are written by Majrooh Sultanpuri, its music is given by Usha Khanna. Saajan Ki Saheli is a 1981 Hindi movie starring Nutan, Rekha and Rajendra Kumar.

Aaye Hain Woh Mazar Pe Lyrics - Saajan Ki Saheli

Aaye Hain Woh Mazar Pe Song Detail


Song: Aaye Hain Woh Mazar Pe
Album: Saajan Ki Saheli (1981)
Singer: Mahendra Kapoor, Suresh Wadkar, Usha Khanna
Musician: Usha Khanna
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Nutan, Rekha, Rajendra Kumar etc.

Aaye Hain Woh Mazar Pe Lyrics

Marne ke baad hamari yaad mein
Aansu bahate hain
Nawazish hai yeh unki aaj woh
Do gull chadhate hain

Mazare ishk to kaanton ke bhi
Kaabil nahi hota allah
Woh sar khole hamari kabra pe
Deewanawar aaye
Arre isi ko maut kehte hain
To ya rab baar baar aaye

Ke aaye hain woh mazar pe
Ghoonghat utaar ke
Aaye hain woh mazar pe
Ghoonghat utaar ke
Mujhse naseeb acche hain
Mujhse naseeb acche hain
Arre mere mazar ke

Aaye hain woh mazar pe
Ghoonghat utaar ke
Aaye hain woh mazar pe
Ghoonghat utaar ke
Aaye hain aaye hain Arre aaye hain aaye hain

Aaye hain woh mazar pe
Ghoonghat utaar ke
Aaye hain woh mazar pe
Ghoonghat utaar ke

Ab to wob bhi ishq ke
Maare nazar aane lage
Arre unki bhi neend udd gayi
Taare nazar aane lage

Arre dil pareshan
Arre ankh veeran
Haan haan zulf barham
Lab khaamosh

Ab to woh kuchh aur bhi
Pyare nazar aane lage
Aake hamari kabar pe
Toone jo muskura diya
Bijli chamak ke gir padi
Saara kafan jala diya

Haye chain se so raha tha main
Allah
Chain se so raha tha main
Odhe kagan mazar mein
Aur yahan bhi satane aa gaye
Kisne pata bata diya
Yahan bhi satane aa gaye
Kisne pata bata diya

Aaye hain aaye hain
Arre aaye hain aaye hain
Aaye hain woh mazar pe
Ghoonghat utaar ke
Aaye hain woh mazar pe
Ghoonghat utaar ke
Mujhse naseeb acche hain
Mujhse naseeb acche hain
Arre mere mazar ke

Aaye hain woh mazar pe
Ghoonghat utaar ke
Aaye hain woh mazar pe
Ghoonghat utaar ke

Bijli kabhi giri
Kabhi sayyad aa gaya
Humne to char din bhi na
Dekhe bahaar ke
Humne to char din bhi na
Dekhe bahaar ke

Sayyad tere hukme
Rihayi ka sukariya
Hum to kafas mita chuke
Din bahaar ke
Hum to kafas mita chuke
Din bahaar ke
Hum to kafas mita chuke
Din bahaar ke

Arre vaada woh kar gaye the
Suno mujhse shaam ka
Vaada woh kar gaye the
Suno mujhse shaam ka
To kaise katenge char pehar
Intezar ke
To kaise katenge char pehar
Intezar ke
To kaise katenge char pehar
Intezar ke

Kiya tha vaada ke aayenge
Woh charag jale
Tamaam raat charagon se
Dil ke daag jale

Ja dekha tera vaada
Haaye re tera vaada
Ja dekha tera vaada
Haaye re tera vaada
Ja dekha tera vaada
Haan dekha tera vaada
Ja dekha tera vaada
Haaye re tera vaada
Ho ja dekha tera vaada
Haaye re tera vaada

Ke haaye ke haaye
Kaise kate umariya
Aas hi aas mein beeti jaaye
Humre nayan daras bin tarse
Tum bin baalam kachhu na suhaye

Tori preet ke kaaran mose
Roothe apne paraye
Sab roothe ek tum ruthiyo
Tum ruthio to gazab hoyi jaaye re

Ja dekha tera vaada
Haaye re tera vaada
Ja dekha tera vaada
Haaye re tera vaada
Ja dekha tera vaada
Haan dekha tera vaada
Ja dekha tera vaada
Haaye re tera vaada
Ja dekha tera vaada
Haaye re tera vaada
Ja dekha tera vaada
Haaye re tera vaada
Ja dekha tera vaada
Haaye re tera vaada