Aate Jaate Hanste Gaate Lyrics - Maine Pyar Kiya


Aate Jaate Hanste Gaate Lyrics from the movie Maine Pyar Kiya is sung by Lata Mangeshkar and S P Balasubramaniam, Aate Jaate Hanste Gaate song's music is composed by Ram Laxman and lyrics are written by Dev Kohli. Maine Pyar Kiya is a 1989 Hindi movie starring Salman Khan, Bhagyashree and Alok Nath.

Aate Jaate Hanste Gaate Lyrics - Maine Pyar Kiya

Aate Jaate Hanste Gaate Song Detail


Song: Aate Jaate Hanste Gaate
Album: Maine Pyar Kiya (1989)
Singer: Lata Mangeshkar, S. P. Balasubramaniam
Musician: Ram Laxman
Lyricist: Dev Kohli
Star Cast: Salman Khan, Bhagyashree, Alok Nath etc.

Aate Jaate Hanste Gaate Lyrics

Aate jaate hanste gaate
Socha thaa maine mann mein kayi bar
Wo pahli nazar, halka sa asar
Karta hai kyon is dil ko beqaraar
Ruk ke chalna, chal ke rukna
Na jaane tumhein hai kis ka intazar
Tera woh yakin, kahin main toh nahi
Lagta hai yahi kyun mujhko bar bar
Yahi sach hai shayad maine pyar kiya
Haan haan! tumse maine pyaar kia

Aate jaate hanste gaate
Socha thaa maine mann mein kayi bar
Honthon ki kali kuchh aur khili
Ye dil pe hua hai kis ka iktiyar
Tum kaun ho batla toh do
Kyon karne lagi main tumpe aitbar
Khaamosh rahoon ya main kah du
Ya kar lu main chupke se ye sveekaar
Yahi sach hai shayad maine pyar kiya
Haan haan! tumse maine pyaar kia