Aap Ko Dekh Kar Humko Aisa Laga Lyrics - Divya Shakti
Aap Ko Dekh Kar Humko Aisa Laga Lyrics of Divya Shakti (1993): This is a lovely song from Divya Shakti starring Shafi Inamdaar, Alok Nath, Anjan Srivastava and Dinesh Hingoo. It is sung by Kumar Sanu and Alka Yagnik and composed by Nadeem and Shravan. Divya Shakti is a 1993 Hindi movie starring Shafi Inamdaar, Alok Nath and Anjan Srivastava.
Aap Ko Dekh Kar Humko Aisa Laga Lyrics
Aap ko dekh kar
Aap ko dekh kar humko aisa laga
Jaise humko nai zindagi mil gayi
O meri dilruba rab se maangun main kya
Humko saare jahan ki khushi mil gayi
Aap ko dekh kar
Aap ko dekh kar humko aisa laga
Jaise humko nai zindagi mil gayi
O meri dilruba rab se maangun main kya
Humko saare jahan ki khushi mil gayi
Aap ko dekh kar
Aisa chehra haseen humne dekha nahin
Aap jaisa koi na zamane mein
Hai wohi woh adaa, hai wohi woh wafa
Humko sadiyan lagin jisko paane mein
Aisa chehra haseen humne dekha nahin
Aap jaisa koi na zamane mein
Hai wohi woh adaa, hai wohi woh wafa
Humko sadiyan lagin jisko paane mein
Jaan-e-adaa jaan-e-wafa door na jana
Aap ko dekh kar
Aap ko dekh kar humko aisa laga
Jaise humko nai zindagi mil gayi
O meri dilruba rab se maangun main kya
Humko saare jahan ki khushi mil gayi
Aap ko dekh kar
Karein kaise adaa rab ka hum shukriya
Hum use ab kabhi na bhulayenge
Ab na todenge hum pyaar ki yeh kasam
Vaada kar ke sanam hum nibhayenge
Karein kaise adaa rab ka hum shukriya
Hum use ab kabhi na bhulayenge
Ab na todenge hum pyaar ki yeh kasam
Vaada kar ke sanam hum nibhayenge
Humne to seekha hai sada saath nibhana
Aap ko dekh kar
Aap ko dekh kar humko aisa laga
Jaise humko nai zindagi mil gayi
O meri dilruba rab se maangun main kya
Humko saare jahan ki khushi mil gayi
Aap ko dekh kar
Aap ko dekh kar
Aap Ko Dekh Kar Humko Aisa Laga Song Detail
Song: Aap Ko Dekh Kar Humko Aisa Laga
Album: Divya Shakti (1993)
Singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik
Musician: Nadeem, Shravan
Lyricist: Sameer
Star Cast: Shafi Inamdaar, Alok Nath, Anjan Srivastava etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana