Aankhon Hi Aankhon Mein Ishara Ho Gaya Lyrics - CID


Aankhon Hi Aankhon Mein Ishara Ho Gaya Lyrics from CID is Hindi song sung by Mohammed Rafi, Geeta Dutt and music is given by O P Nayyar. Aankhon Hi Aankhon Mein Ishara Ho Gaya song lyrics are written by Jan Nisar Akhtar. CID is a 1956 Hindi movie starring Dev Anand, Waheeda Rehman and Shakila.

Aankhon Hi Aankhon Mein Ishara Ho Gaya Lyrics - CID

Aankhon Hi Aankhon Mein Ishara Ho Gaya Song Detail


Song: Aankhon Hi Aankhon Mein Ishara Ho Gaya
Album: CID (1956)
Singer: Mohammed Rafi, Geeta Dutt
Musician: O. P. Nayyar
Lyricist: Jan Nisar Akhtar
Star Cast: Dev Anand, Waheeda Rehman, Shakila etc.

Aankhon Hi Aankhon Mein Ishara Ho Gaya Lyrics

Aankhon hi aankhon mein ishara ho gaya
Baithe baithe jeene ka sahara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein ishara ho gaya
Baithe baithe jeene ka sahara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein

Gaate ho geet kyun dil pe kyun hath hai
Khoye ho kis liye aisi kya baat hai
Yeh haal kab se tumhara ho gaya

Aankhon hi aankhon mein ishara ho gaya
Baithe baithe jeene ka sahara ho gaya

Aankhon hi aankhon mein ishara ho gaya
Baithe baithe jeene ka sahara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein

Chalte ho jhoom ke badli hai chaal bhi
Naino mein rang hai bikhre hain baal bhi
Kis dilruba ka nazara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein ishara ho gaya
Baithe baithe jeene ka sahara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein ishara ho gaya
Baithe baithe jeene ka sahara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein

Ab na woh zor hai ab na woh shor hai Humko hai sab pata dil mein jo chor hai
Yeh chor kaise ganwara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein ishara ho gaya
Baithe baithe jeene ka sahara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein ishara ho gaya
Baithe baithe jeene ka sahara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein

Kaisa yeh pyaar hai kaisa yeh naaz hai
Hum bhi to kuchh sunein humse kya raaz hai
Achchha to yeh dil hamara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein ishara ho gaya
Baithe baithe jeene ka sahara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein ishara ho gaya
Baithe baithe jeene ka sahara ho gaya
Aankhon hi aankhon mein