Aankhein Khuli Ho Ya Ho Band Lyrics - Mohabbatein


Aankhein Khuli Ho Ya Ho Band Lyrics from Mohabbatein (2000): This is a lovely song from Mohabbatein starring Amitabh Bachchan, Shahrukh Khan, Aishwarya Rai and Uday Chopra. It is sung by Lata Mangeshkar, Udit Narayan, Sonali, Manohar, Priya, Udbhav, Ishaan and Shweta and composed by Jatin and Lalit. Mohabbatein is a 2000 Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Shahrukh Khan and Aishwarya Rai.

Aankhein Khuli Ho Ya Ho Band Lyrics - Mohabbatein

Aankhein Khuli Ho Ya Ho Band Song Detail


Song: Aankhein Khuli Ho Ya Ho Band
Album: Mohabbatein (2000)
Singer: Lata Mangeshkar, Udit Narayan, Sonali, Manohar, Priya, Udbhav, Ishaan, Shweta
Musician: Jatin, Lalit
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Amitabh Bachchan, Shahrukh Khan, Aishwarya Rai etc.

Aankhein Khuli Ho Ya Ho Band Lyrics

Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara
Yeh pyaar kaise hota hai

Hey aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara
Yeh pyaar kaise hota hai

Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara
Yeh pyaar kaise hota hai

Aaj hi yaaron kisi pe mar ke dekhenge hum
Pyaar hota hai yeh kaise karke dekhenge hum
Kisi ki yaadon mein khoye hue
Khwaabon ko humne saja liya
Kisi ki baahon mein soye hue
Apna use bana liya
Aye yaar pyaar mein koi
Aye yaar pyaar mein koi Na jaagta na sota hai
Kaise kahoon main o yaara
Yeh pyaar kaise hota hai

Kya hai yeh jaadu hai koi bas jo chal jata hai
Tod ke pehre hazaaron dil nikal jata hai
Door kahin aasmanon par
Hote hain yeh saare faisle
Kaun jaane koi humsafar
Kab kaise kahan mile
Jo naam dil pe ho likha
Jo naam dil pe ho likha
Ikraar usi se hota hai
Kaise kahoon main o yaara
Yeh pyaar kaise hota hai

Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara
Yeh pyaar kaise hota hai