Aaja Sajan Aaja Lyrics - Khal Nayak
Aaja Sajan Aaja Lyrics from Khal Nayak is Hindi song sung by Alka Yagnik. Aaja Sajan Aaja song lyrics are written by Anand Bakshi, its music is given by Laxmikant Pyarelal. Khal Nayak is a 1993 Hindi movie starring Sanjay Dutt, Madhuri Dixit and Jackie Shroff.
Aaja Sajan Aaja Lyrics
Aaja sajan aaja
Aaja sajan aaja
Aaja sajan aaja
Aaja sajan aaja
Mere achhe sajan
Mere pyare sajan
Mere bhole sajan aaja
Aaja sajan aaja
Uthti hai kasak aaja
Dil kare dhak dhak aaja
Uthti hai kasak
Dil kare dhak dhak
Kab hoga milan aaja
Aaja sajan aaja
Aaja sajan aaja
Aaja sajan aaja
Aaja sajan aaja
Mere achhe sajan
Mere pyare sajan
Mere bhole sajan aaja
Aaja sajan aaja
Main to khud aak hi pyasi hoon
Main to khud aak hi pyasi hoon
Main kaisi Ram ki Ganga hoon
Main kaisi Ram ki Ganga hoon
Main to bas naam ki Ganga hoon
Meri pyaas bujha aaja
Mujhe Ganga bana aaja
Meri pyaas bujha mujhe Ganga bana
Kar poora vachan aaja
Aaja sajan aaja
Aaja sajan aaja
Mere achhe sajan
Mere pyare sajan
Mere bhole sajan aaja
Aaja sajan aaja
Pa ni sa re ni sa
Ga sa pa ga ma re ga
Jo aise toot ke barsa hai ho
Jo aise toot ke barsa hai
Sab kehte hain yeh baadal hai
Baadal nahi
Baadal nahi mera kaajal hai
Yeh bijli nahi meri bindiya kahin
Yeh bijli nahi meri bindiya kahin
Chamki bairan aaja
Aaja sajan aaja
Mere achhe sajan
Mere pyare sajan
Mere bhole sajan aaja
Uthti hai kasak aaja
Dil kare dhak dhak aaja
Uthti hai kasak
Dil kare dhak dhak
Kab hoga milan aaja
Aaja sajan aaja
Aaja sajan aaja
Aaja sajan aaja
Aaja sajan aaja
Aa ja aa ja
Aaja aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja aaja
Aaja Sajan Aaja Song Detail
Song: Aaja Sajan Aaja
Album: Khal Nayak (1993)
Singer: Alka Yagnik
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Sanjay Dutt, Madhuri Dixit, Jackie Shroff etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana