Aaj Socha To Aansoo Bhar Aaye Lyrics - Hanste Zakhm


Aaj Socha To Aansoo Bhar Aaye Lyrics from Hanste Zakhm is Hindi song sung by Lata Mangeshkar. Aaj Socha To Aansoo Bhar Aaye song lyrics are written by Kaifi Azmi, its music is given by Madan Mohan. Hanste Zakhm is a 1973 Hindi movie starring Naveen Nischol, Priya Rajvansh and Jeevan.

Aaj Socha To Aansoo Bhar Aaye Lyrics - Hanste Zakhm

Aaj Socha To Aansoo Bhar Aaye Song Detail


Song: Aaj Socha To Aansoo Bhar Aaye
Album: Hanste Zakhm (1973)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Madan Mohan
Lyricist: Kaifi Azmi
Star Cast: Naveen Nischol, Priya Rajvansh, Jeevan etc.

Aaj Socha To Aansoo Bhar Aaye Lyrics

Aaj socha to aansoo bhar aaye
Aaj socha to aansoo bhar aaye
Muddatein ho gayi muskuraye
Aaj socha to aansoo bhar aaye
Aaj socha to aansoo bhar aaye

Har kadam par udhar mud ke dekha
Har kadam par udhar mud ke dekha
Unki mehfil se hum uth to aaye
Aaj socha to aansoo bhar aaye
Aaj socha to aansoo bhar aaye

Reh gayi zindagi dard banke
Rah gayi zindagi dard banke
Dard dil mein chhupaye chhupaye
Aaj socha to aansoo bhar aaye
Aaj socha to aansoo bhar aaye

Dil ki naazuk ragein toot'ti hain
Dil ki naazuk ragein toot'ti hain
Yaad itna bhi koyi na aaye

Aaj socha to aansoo bhar aaye
Aaj socha to aansoo bhar aaye
Muddatein ho gayi muskuraye
Aaj socha to aansoo bhar aaye Aaj socha to aansoo bhar aaye