Aa Chal Ke Tujhe Main Leke Chalun Lyrics - Door Gagan Ki Chhaon Mein


Aa Chal Ke Tujhe Main Leke Chalun Lyrics from Door Gagan Ki Chhaon Mein is sung by Kishore Kumar. Aa Chal Ke Tujhe Main Leke Chalun song lyrics are written by Kishore Kumar while its music is given by Kishore Kumar. Door Gagan Ki Chhaon Mein is a 1964 Hindi movie starring Kishore Kumar and Supriya Choudhary.

Aa Chal Ke Tujhe Main Leke Chalun Lyrics - Door Gagan Ki Chhaon Mein

Aa Chal Ke Tujhe Main Leke Chalun Song Detail


Song: Aa Chal Ke Tujhe Main Leke Chalun
Album: Door Gagan Ki Chhaon Mein (1964)
Singer: Kishore Kumar
Musician: Kishore Kumar
Lyricist: Kishore Kumar
Star Cast: Kishore Kumar, Supriya Choudhary etc.

Aa Chal Ke Tujhe Main Leke Chalun Lyrics

Aa chal ke tujhe main leke chalun
Ek aise gagan ke tale
Jahan gham bhi na ho aansu bhi na ho
Bas pyar hi pyar pale

Aa chal ke tujhe main leke chalun
Ek aise gagan ke tale
Jahan gham bhi na ho aansu bhi na ho
Bas pyar hi pyar pale
Ek aise gagan ke tale

Suraj ki pehli kiran se

Asha ka savera jaage
Suraj ki pehli kiran se
Asha ka savera jaage
Chada ki kiran se dhul kar
Ghanghor adhera bhaage
Chada ki kiran se dhul kar
Ghanghor adhera bhaage
Kabhi dhoop khile kabhi chhanv mile
Lambi si dagar na khale
Jahan gham bhi na ho aansu bhi na ho
Bas pyar hi pyar pale
Ek aise gagan ke tale

Jahan door nazar daudayein
Azad gagan lehraaye
Jahan door nazar daudayein
Azad gagan lehraaye
Jahan rang birange pachhi
Asha ka sadesa laayein
Jahan rang birange pachhi
Asha ka sadesa laayein
Sapnon mein pali hansti ho kali
Jahan shaam suhani dhale
Jahan gham bhi na ho aansu bhi na ho
Bas pyar hi pyar pale
Ek aise gagan ke tale

Sapnon ke aise jahan mein
Jahan pyar hi pyar khila ho
Hum jaake wahan kho jaayein
Shikwa na koyi gila ho
Kahin bair na ho, koyi ghair na ho
Sab milke yun chalte chalein
Jahan gham bhi na ho aansu bhi na ho
Bas pyar hi pyar pale

Aa chal ke tujhe main leke chalun
Ek aise gagan ke tale
Jahan gham bhi na ho aansu bhi na ho
Bas pyar hi pyar pale
Ek aise gagan ke tale
Ek aise gagan ke tale
Ek aise gagan ke tale