Aa Ab Laut Chalen Title Song Lyrics


Aa Ab Laut Chalen Title Song Lyrics is written by Sameer. It's sung by Udit narayan and Alka Yagnik while its music is composed by musicians duo Nadeem Shravan. Aa Ab Laut Chalen is a 1999 Hindi movie starring Rajesh Khanna, Aishwarya Rai and Akshaye Khanna.

Aa Ab Laut Chalen Title Song Lyrics

Aa Ab Laut Chalen Song Detail


Song: Aa Ab Laut Chalen
Album: Aa Ab Laut Chalen (1999)
Singer: Udit Narayan, Alka Yagnik
Musician: Nadeem Shravan
Lyricist: Sameer
Star Cast: Rajesh Khanna, Aishwarya Rai, Akshaye Khanna etc.

Aa Ab Laut Chalen Lyrics

Dulhan si saji dharti khula woh aasman
Ho dulhan si saji dharti khula woh aasman
Bulata hai hamein phir woh chahat ka jahan
Aa ab laut chalein
Ho.. aa ab laut chalein
Aa ab laut chalein
Aa ab laut chalein

Anjaan tha main, nadan tha main
Tere pyaar ko jo na samajh paya
Toone in itna bechain kiya
Main tere paas chala aaya
Teri saansein mera jeevan
Mere dil mein tera ghar hai
Zara dekhe koi isko
Yeh jannat se bhi sundar hai
Bina tere nahin chaina
Nahin chaina yahan

Aa ab laut chalein
Ho.. aa ab laut chalein
Aa ab laut chalein
Ha.. aa ab laut chalein

Ek pal ke liye ek din ke liye
Na door main tujhse jaaungi
Teri palkon ki in galiyon mein
Sapnon ki sej sajaaungi
Tujhe dekhoon, tujhe chahoon
Teri khushbu mein kho jaaun
Yehi meri tamanna hai
Teri baahon mein so jaaun
Dard-e-dil nahin sehna
Nahin sehna yahan

Aa ab laut chalein
Ho.. aa ab laut chalein
Aa ab laut chalein..
Aa ab laut chalein

Dulhan si saji dharti khula woh aasman
Bulata hai hamein phir woh chahat ka jahan
Aa ab laut chalein
Ho.. aa ab laut chalein
Aa ab laut chalein
Aa ab laut chalein