Aa Ab Aa Sun Le Sada Dil Ki Lyrics - Angrakshak


Aa Ab Aa Sun Le Sada Dil Ki Lyrics from Angrakshak is Hindi song sung by Alka Yagnik. Aa Ab Aa Sun Le Sada Dil Ki song lyrics are written by Sameer, its music is given by Anand Milind. Angrakshak is a 1995 Hindi movie starring Sunny Deol, Pooja Bhatt and Rami Reddy.

Aa Ab Aa Sun Le Sada Dil Ki Lyrics - Angrakshak

Aa Ab Aa Sun Le Sada Dil Ki Song Detail


Song: Aa Ab Aa Sun Le Sada Dil Ki
Album: Angrakshak (1995)
Singer: Alka Yagnik
Musician: Anand Milind
Lyricist: Sameer
Star Cast: Sunny Deol, Pooja Bhatt, Rami Reddy etc.

Aa Ab Aa Sun Le Sada Dil Ki Lyrics

Aaja aaja
Aa ab aa sun le sada dil ki
Mere humsafar jaane jigar
Mere humnawa jaane jahan aaja

Aa ab aa sun le sada dil ki
Mere humsafar jaane jigar
Mere humnawa jaane jahan

Maut se nahi haarenge
Pyaar ke deewane
Zulm chahe kitna kar lein

Sangdil zamane

Aa ab aa sun le sada dil ki
Mere humsafar jaane jigar
Mere humnawa jaane jahan aaja

Aa ab aa sun le sada dil ki
Mere humsafar jaane jigar
Mere humnawa jaane jahan aaja

Woh aag main nahi
Jo chahe woh bujha de
Woh cheez main nahi hoon
Jo chahe woh mita de

Jhoothi nahi hain kasmein Sachche hain mere vaade
Haarenge hum kabhi na
Mazboot hain iraade

Aa ab aa sun le sada dil ki
Mere humsafar jaane jigar
Mere humnawa jaane jahan aaja

Aa ab aa sun le sada dil ki
Mere humsafar jaane jigar
Mere humnawa jaane jahan aaja

Mujhko to hai bharosa
Aayega yaar mera
Leke nayi ummeedein
Aayega pyar mera

Deedar kar loon tera
Friyaad banke aaja
Dushman ko tu mita de
Faulad bana ke aaja

Aa ab aa sun le sada dil ki
Mere humsafar jaane jigar
Mere humnawa jaane jahan aaja

Aa ab aa sun le sada dil ki
Mere humsafar jaane jigar
Mere humnawa jaane jahan aaja

Maut se nahi haarenge
Pyaar ke deewane
Zulm chahe kitna kar lein
Sangdil zamane

Aa ab aa sun le sada dil ki
Mere humsafar jaane jigar
Mere humnawa jaane jahan aaja

Aa ab aa sun le sada dil ki
Mere humsafar jaane jigar
Mere humnawa jaane jahan aaja