Yeh Wadiyan Yeh Fizayen Lyrics - Aaj Aur Kal

Yeh Wadiyan Yeh Fizayen Lyrics from Aaj Aur Kal (1963): This is a lovely song from Aaj Aur Kal starring Sunil Dutt, Nanda, Ashok Kumar and Raaj Kumar. It is sung by Mohammad Rafi and composed by Ravi. Aaj Aur Kal is a 1963 Hindi movie starring Sunil Dutt, Nanda and Ashok Kumar.

Yeh Wadiyan Yeh Fizayen Lyrics - Aaj Aur Kal

Yeh Wadiyan Yeh Fizayen Song Detail

Song: Yeh Wadiyan Yeh Fizayen
Album: Aaj Aur Kal (1963)
Singer: Mohammad Rafi
Musician: Ravi
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Star Cast: Sunil Dutt, Nanda, Ashok Kumar etc.

Yeh Wadiyan Yeh Fizayen Lyrics

Yeh wadiyan yeh fizayen bula rahin hain tumhen

Khamoshiyon ki sadayen bula rahin hain tumhen

Taras rahe hain jawan phool honth chhoone ko

Machal machal ke hawaen bula rahi hai tumhen
Machal machal ke hawaen bula rahi hai tumhen
Khamoshiyon ki sadayen bula rahin hain tumhen
Yeh wadiyan yeh fizayen bula rahin hain tumhen

Tumhari zulfon se khushbu ki bheekh lene ko

Jhuki jhuki si ghatayen bula rahin hain tumhen
Jhuki jhuki si ghatayen bula rahin hain tumhen
Khamoshiyon ki sadayen bula rahin hain tumhen
Yeh wadiyan yeh fizayen bula rahin hain tumhen

Hasin champayi pairon ko jabse dekha hai

Nadi ki mast adaayen bula rahin hain tumhen
Nadi ki mast adaayen bula rahin hain tumhen
Khamoshiyon ki sadayen bula rahin hain tumhen
Yeh wadiyan yeh fizayen bula rahin hain tumhen

Mera kaha na suno inki baat to sun lo
Mera kaha na suno inki baat to sun lo
Har ek dil ki duaayen bula rahin hain tumhen