Yeh Kya Hua Kaise Hua Kab Hua Lyrics - Amar Prem


Read & sing along Yeh Kya Hua Kaise Hua Kab Hua Lyrics from the movie Amar Prem - 1972 which is sung by Kishore Kumar. You can also get other songs & lyrics from Amar Prem. Amar Prem is a 1972 Hindi movie starring Rajesh Khanna, Sharmila Tagore and Madan Puri.

Yeh Kya Hua Kaise Hua Kab Hua Lyrics - Amar Prem

Yeh Kya Hua Kaise Hua Kab Hua Song Detail


Song: Yeh Kya Hua Kaise Hua Kab Hua
Album: Amar Prem (1972)
Singer: Kishore Kumar
Musician: R. D. Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Rajesh Khanna, Sharmila Tagore, Madan Puri etc.

Yeh Kya Hua Kaise Hua Kab Hua Lyrics

Yeh kya hua kaise hua kab hua
Ab kya sunaayein

Yeh Kya Hua Kaise Hua Kab Hua
Kyon hua jab hua, tab hua
O chhodo yeh na socho x (2)
Yeh kya hua

Hum kyon shikawa karein jhootha
Kya hua jo dil toota
Hum kyon shikawa karein jhootha
Kya hua jo dil toota

Sheeshe ka khilona tha
Kuchh na kuchh to hona tha, hua

Yeh kya hua kaise hua kab hua
Kyon hua, jab hua, tab hua
O chhodo yeh na socho
Yeh kya hua, sun leejiye na!

Humne jo dekha tha suna tha
Kya batayein woh kya tha
Humne jo dekha tha suna tha
Kya batayein woh kya tha
Sapna salona tha
Khatm to hona tha hua

Yeh kya hua kaise hua kab hua
Kyon hua, jab hua, tab hua
O chhodo yeh na socho
Yeh kya hua

Aye dil chal pi kar jhoomein
Inhi galiyon mein ghoomein
Aye dil chal pi kar jhoomein
Inhi galiyon mein ghoomein
Yahaan tujhe khona tha
Badnaam hona tha hua

Yeh kya hua kaise hua kab hua
Kyon hua, jab hua, tab hua
O chhodo yeh na socho
Yeh kya hua