Yeh Jo Teri Payalon Ki Chan Chan Hai Lyrics - Masoom


Yeh Jo Teri Payalon Ki Chan Chan Hai Lyrics from Masoom is sung by Abhijeet Bhattacharya and Sadhana Sargam. Yeh Jo Teri Payalon Ki Chan Chan Hai song lyrics are written by Anand Raj Anand while its music is given by Anand Raj Anand. Masoom is a 1996 Hindi movie starring Ayesha Jhulka, Inder Kumar and Rasik Dave.

Yeh Jo Teri Payalon Ki Chan Chan Hai Lyrics - Masoom

Yeh Jo Teri Payalon Ki Chan Chan Hai Song Detail


Song: Yeh Jo Teri Payalon Ki Chan Chan Hai
Album: Masoom (1996)
Singer: Abhijeet Bhattacharya, Sadhana Sargam
Musician: Anand Raj Anand
Lyricist: Anand Raj Anand
Star Cast: Ayesha Jhulka, Inder Kumar, Rasik Dave etc.

Yeh Jo Teri Payalon Ki Chan Chan Hai Lyrics

Yeh jo teri payalon ki chan chan hai
Yeh jo teri payalon ki chan chan hai
Aashikon ke dil ki yeh dhadkan hai
Yeh jo teri payalon ki chan chan hai
Aashikon ke dil ki yeh dhadkan hai

Chan chan sune jaaye
Haaye haaye kare jaaye
Payal hai teri ya uljhan hai
Chan chan chan

Ban ke deewana mera peechha na kar

Ban ke deewana mera peechha na kar
Teri meri yaari honi muskil hai
Kabhi mujhe roke tu kabhi mujhe toke tu
Aashiq nahi mera dushman hai
Chan

Yeh jo teri payalon ki chan chan hai
Aashikon ke dil ki yeh dhadkan hai
Aashikon ke dil ki yeh dhadkan hai

Zulf se lekar jhanjhar tak tu
Jannat ka ek nazara hai
Ho zulf se lekar jhanjhar tak tu
Jannat ka ek nazara hai Lagta hai rab ne tujhko zamin pe
Mere liye utara hai
Khwaab itne suhane dekh na oh deewane
Tujhpe fida ho jaaun main dil mera na yeh maane

Yahi to samjh nahi paya hoon main
Yahi to samjh nahi paya hoon main
Aisi bhi kya teri meri anban hai
Chan chan sune jaaye
Haaye haaye kare jaaye
Payal hai teri ya uljhan hai
Chan chan chan
Ban ke deewana mera peechha na kar
Teri meri yaari honi muskil hai
Teri meri yaari honi muskil hai

De denge teri khatir jaan bhi
Sabhi yahi kehte hain
De denge teri khatir jaan bhi
Sabhi yahi kehte hain
Nazar sabhi ki aur kahin to
Kadam kahin rehte hain
Aisa nahi main awara
Dil nahi mera banjara
Iss kadar bhi akad na
Na samjh bechara

Ise samjhana zara muskil hai
Ise samjhana zara muskil hai
Der se maanegi par mumkin hai
Chan chan sune jaaye
Haaye haaye kare jaaye
Payal hai teri ya uljhan hai
Chan chan chan

Yeh jo teri payalon ki chan chan hai
Yeh jo teri payalon ki chan chan hai
Aashikon ke dil ki yeh dhadkan hai
Chan chan sune jaaye
Haaye haaye kare jaaye
Payal hai teri ya uljhan hai
Chan

Yeh jo teri payalon ki chan chan hai
Aashikon ke dil ki yeh dhadkan hai
Aashikon ke dil ki yeh dhadkan hai