YE ZAMIN GAA RAHI HAI, AASMAN GAA RAHA HAI LYRICS - Teri Kasam
Ye Zamin Gaa Rahi Hai, Aasman Gaa Raha Hai Lyrics of Teri Kasam : Ye Zamin Gaa Rahi Hai, Aasman Gaa Raha Hai is a beautiful hindi song from 1982 bollywood film Teri Kasam. This song is composed by R. D. Burman. Amit Kumar has sung this song. Its lyrics are written by Anand Bakshi.

Ye Zamin Gaa Rahi Hai, Aasman Gaa Raha Hai Song Detail
Singer :
Amit Kumar
Musician : R. D. Burman
Lyricist : Anand Bakshi
Musician : R. D. Burman
Lyricist : Anand Bakshi
Ye Zamin Gaa Rahi Hai, Aasman Gaa Raha Hai Lyrics
Yeh zameen ga rahi hai, aasman ga raha hai
Sath mere yeh sara jahan ga raha hai
Shokh kaliyon ke ghoonghat sarakane lage hain
Mast phoolon ke dil bhi dhadakane lage hain
Yeh baharon ka dilakash sama ga raha hai
Sath mere yeh sara jahan ga raha hai
Pyaar ki umra shayad kareeb aa rahi hai
Mera dil pyaar ki yeh dastan ga raha hai
Sath mere yeh sara jahan ga raha hai
Bhool kar raah koi haseen aa na jaaye
Is jagah koi parda-nashin aa na jaaye
Is jagah aaj ek naujavaan ga raha haiSath mere yeh sara jahan ga raha hai
Yeh zameen ga rahi hai...