Yaaron Aisa Hai Lyrics - Rangrezz


'Yaaron Aisa Hai' is an inspirational song from film Rangrezz. Priyadarshan, the famous director of Hindi, Malayalam, Tamil, and Telugu movies has directed this film for producer Vashu Bhagnani. Jackky Bhagnani and Priya Anand is playing the lead roles in the film.
This song 'Yaron Aisa Hai' is penned by Sameer while Salim Merchant has sung it and Sajid-Wajid has composed it. Rangrezz is a 2013 Hindi movie starring Jackky Bhagnani, Priya Anand and Rajpal Yadav.

Yaaron Aisa Hai Lyrics - Rangrezz

Yaaron Aisa Hai Song Detail


Song: Yaaron Aisa Hai
Album: Rangrezz (2013)
Singer: Salim Merchant
Musician: Sajid-Wajid
Lyricist: Sameer
Star Cast: Jackky Bhagnani, Priya Anand, Rajpal Yadav etc.

Yaaron Aisa Hai Lyrics

Haan kabhi hum na haarenge
Kabhi na haarenge
[Kabhi na haarenge]
Hum sabhi tumko maarenge

Aankhon mein sapne hain
Sapnon mein aashayein hain..
Aashayein kehti hain
Kaanton mein gul aaye hain
Khil ke woh muskaaye hain
Yaaron aisa hai, apna yarana

Saath hi jeena hai,
Saath hai mar jaana
Har mushkil se hai humko takrana!
Jo socha hai woh, ab woh hai pana

O.. aaye andheron ki duniya se
Hum ujaalon mein,
Humne banaai apni jannat
Apne khayaalon se,
Ho.. chaand taaron ko kisi din
Hum yahaan le aayenge
Ho.. dhundhli dhundhli raah mein
Noor ban jaayenge Yaaron aisa hai apna yarana
Saath hi jeena hai,
Saath hai mar jaana
[Mar jaana.....]

Haan.. hum to aise parinde jo
Naa rokenge udaano ko
Hum to aise jhuka denge
Dharti pe aasmaano ko
Ab to aage hi badhega
Har kadam apna
Ho.. door kitni bhi ho manzil
Ab naa hai thakna.. aa..

Aankhon mein sapne hain
Sapnon mein aashayein hain..
Aashayein kehti hain
Kaanton mein gul aaye hain
Khil ke woh muskaaye hain
Yaaron aisa hai, apna yarana
Saath hi jeena hai,
Saath hai mar jaana
Har mushkil se hai humko takrana!
Jo socha hai woh, ab woh hai pana...

Yaaron aisa hai, apna yarana
Saath hi jeena hai,
Saath hai mar jaana
Har mushkil se hai humko takrana
Jo socha hai woh, ab woh hai pana...



More Lyrics From Rangrezz