Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam Lyrics - Kagaz Ke Phool


Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam Lyrics from Kagaz Ke Phool (1959) is penned by Kaifi Azmi, it's composed by S D Burman and sung by Geeta Dutt. Kagaz Ke Phool is a 1959 Hindi movie starring Guru Dutt, Waheeda Rehman and Baby Naaz.

Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam Lyrics - Kagaz Ke Phool

Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam Song Detail


Song: Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam
Album: Kagaz Ke Phool (1959)
Singer: Geeta Dutt
Musician: S. D. Burman
Lyricist: Kaifi Azmi
Star Cast: Guru Dutt, Waheeda Rehman, Baby Naaz etc.

Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam Lyrics

Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum, hum rahe na hum
Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum, hum rahe na hum
Waqt ne kiya

Bekarar dil is tarah mile
Jis tarah kabhi hum juda na the
Bekarar dil is tarah mile
Jis tarah kabhi hum juda na the
Tum bhi kho gaye, hum bhi kho gaye

Ek raah par chalke do kadam
Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum, hum rahe na hum
Waqt ne kiya

Jaayenge kahan soojhta nahi
Chal pade magar raasta nahi
Jaayenge kahan soojhta nahi
Chal pade magar raasta nahi
Kya talaash hai kuchh pata nahi
Bun rahe hain dil khwaab dum-ba-dum
Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum, hum rahe na hum Waqt ne kiya



More Lyrics From Kagaz Ke Phool