Waada Raha Sanam Lyrics - Khiladi


Waada Raha Sanam song belongs to the Abbas Mustan's film Khiladi starring Akshay Kumar, Ayesha Jhulka, Deepak Tijori and Sabeeha. Waada Raha Sanam Lyrics are penned by Anwar Sagar while this track is sung by Alka Yagnik and Abhijeet. Khiladi is a 1992 Hindi movie starring Akshay Kumar, Ayesha Jhulka and Deepak Tijori.

Waada Raha Sanam Lyrics - Khiladi

Waada Raha Sanam Song Detail


Song: Waada Raha Sanam
Album: Khiladi (1992)
Singer: Alka Yagnik, Abhijeet
Musician: Jatin, Lalit
Lyricist: Anwar Sagar
Star Cast: Akshay Kumar, Ayesha Jhulka, Deepak Tijori etc.

Waada Raha Sanam Lyrics

Waada raha sanam honge juda na hum
Chaahe na chaahe zamana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana

Waada raha sanam honge juda na hum
Chaahe na chaahe zamana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana

In vaadiyon mein yoon hi milte rahenge
Dil mein wafa ke diye jalte rahenge

In vaadiyon mein yoon hi milte rahenge
Dil mein wafa ke diye jalte rahenge
Yeh manga hai duaon mein
Kami na ho wafaon mein
Rahein teri nigahon mein
Likho na yeh fizaon mein o saajna
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana

Kaisi udasi tere chehre pe chhayi
Kya baat hai jo teri aankh bhar aai
Kaisi udasi tere chehre pe chhayi
Kya baat hai jo teri aankh bhar aai Dekho to kya nazaare hain
Tumhari tarah pyare hain
Hanso na mere liye tum
Sabhi to yeh tumhare hain o jaane jaan
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana

Waada raha sanam honge juda na hum
Chaahe na chaahe zamana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana